kavi Abhishek Pathak

kavi Abhishek Pathak Lives in Visakhapatnam, Andhra Pradesh, India

poet #youtuber #engineer #follow me on instagram;- Abhishek_poete

https://youtu.be/Y4T31ib64Cs

  • Latest
  • Popular
  • Repost
  • Video

White nau phasi hi bich majdhar. koi to par laga de. apno ne sath chora. jeevan ke safar main.. koi anjana hi aab. naye safar mai hath thamle ©kavi Abhishek Pathak

#sad_qoute  White nau phasi hi bich majdhar.
koi to par laga de.
apno ne sath chora.
jeevan ke safar main..
koi anjana hi aab.
naye safar mai hath thamle

©kavi Abhishek Pathak

#sad_qoute

12 Love

a-person-standing-on-a-beach-at-sunset Kya meri yaad kabhi kisi subah ki roshni banegi, Ya shaam ke andheron mein meri baat koi kehlegi? Har ek pal jo humne saath guzaare the kabhi, Kya wo lamhe kisi konae mein bass yunhi so jayenge? ©kavi Abhishek Pathak

#Quotes #SunSet  a-person-standing-on-a-beach-at-sunset Kya meri yaad kabhi kisi subah ki roshni banegi,
Ya shaam ke andheron mein meri baat koi kehlegi?
Har ek pal jo humne saath guzaare
 the kabhi,
Kya wo lamhe kisi konae mein bass yunhi so jayenge?

©kavi Abhishek Pathak

#SunSet

13 Love

Maa teri mamta ka kya hisab dun, Tu hi bata kaise tera karz ada karun, Na kabhi kuch manga tu ne mujhse, Na maine kabhi tujhe kuch de paaya. Teri baahon mein jo sukoon mila, Woh duniya ke kisi konae mein naah paaya, Jab tak kabil bana, dene layak, Tab tak tu kahin door, ek yaad ban gaya. Tere bina zindagi adhoori si lagti hai, Teri baatein ab bhi har din rulaati hain, Maa, tu ne sab kuch diya, bin maange, Aur main tera karz kabhi na chuka paaya. Maa teri mamta ka kya hisab dun, Tere pyaar ko kaise shabdon mein baaya. kru. ©kavi Abhishek Pathak

#Dark #maa  Maa teri mamta ka kya hisab dun,
Tu hi bata kaise tera karz ada karun,
Na kabhi kuch manga tu ne mujhse,
Na maine kabhi tujhe kuch de paaya.

Teri baahon mein jo sukoon mila,
Woh duniya ke kisi konae mein naah paaya,
Jab tak kabil bana, dene layak,
Tab tak tu kahin door, ek yaad ban gaya.

Tere bina zindagi adhoori si lagti hai,
Teri baatein ab bhi har din rulaati hain,
Maa, tu ne sab kuch diya, bin maange,
Aur main tera karz kabhi na chuka paaya.

Maa teri mamta ka kya hisab dun,
Tere pyaar ko kaise shabdon mein baaya. kru.

©kavi Abhishek Pathak

#Dark #maa

12 Love

Google Agar kabhi dikhna band ho jaun to kya kroge, Yaad karoge yah yunhi muskurake chal doge? Zindagi ke is safar mein ek din main kahin kho jaun, Mere kisse, kahaniyon, khamoshiyon ke pattharon par kya likhoge? ©kavi Abhishek Pathak

#Manmohan_Singh_Dies #Quotes  Google Agar kabhi dikhna band ho jaun to kya kroge,
Yaad karoge yah yunhi muskurake chal doge?
Zindagi ke is safar mein ek din main kahin kho jaun,
Mere kisse, kahaniyon, khamoshiyon  ke pattharon par kya likhoge?

©kavi Abhishek Pathak

green-leaves ek band lifafa hai, tere or mere ishq ki dastan hai. tu kehde to khol du sare raaz mein. tere ishq or bewafai ki sari baat main phool band hai lifafe main, or kaante mere har laafz-e-khitab main. ©kavi Abhishek Pathak

#GreenLeaves #Quotes  green-leaves ek band lifafa hai,
tere or mere ishq ki dastan hai.
tu kehde to khol du sare raaz mein.
tere ishq or bewafai ki sari baat main
phool band hai lifafe main,
or kaante mere har laafz-e-khitab main.

©kavi Abhishek Pathak

#GreenLeaves

12 Love

a-person-standing-on-a-beach-at-sunset जंग तुमसे, इश्क तुमसे... तुमसे ही तो सब है। तुम बहते पानी की तरह, निराकार हो। मैं हूँ आकार तेरा। तुम रूठो, मैं मनाऊं, तुम सागर, तुम नदी, तुम किनारा। मैं बीच धार खड़ा, बस तेरे सहारा, तुम उस किनारे, मैं इस किनारे। मतभेद तो रिश्ते में हैं, मनभेद नहीं। दूर सही पर दूरी नहीं। ©kavi Abhishek Pathak

#Quotes #SunSet  a-person-standing-on-a-beach-at-sunset जंग तुमसे, इश्क तुमसे...
तुमसे ही तो सब है।
तुम बहते पानी की तरह,
निराकार हो।
मैं हूँ आकार तेरा।
तुम रूठो, मैं मनाऊं,
तुम सागर, तुम नदी, तुम किनारा।
मैं बीच धार खड़ा, बस तेरे सहारा,
तुम उस किनारे, मैं इस किनारे।
मतभेद तो रिश्ते में हैं,
मनभेद नहीं।
दूर सही पर दूरी नहीं।

©kavi Abhishek Pathak

#SunSet

12 Love

Trending Topic