Priya Mishra

Priya Mishra

Master's in English literature Vinoba Bhave University, Hazaribag, Jharkhand

  • Latest
  • Popular
  • Repost
  • Video

White Dhundhli hoti ja rhi thi wo yaadein, Jise kabhi bhulana nhi chahte the. ©Priya Mishra

#good_night_images  White Dhundhli hoti ja rhi thi wo yaadein, 
Jise kabhi bhulana nhi chahte the.

©Priya Mishra
#DilKiAwaaz  Being Youth

Earnestly entry in the illusionary woods,
Waving green yellow shoots and trapping roots.
Creepers on the ground, climbers on the trees,
Marvolous scenes, we quite freeze.

Smiling flowers giving a hint,
Signalizing quagmire, became a bit tilt.
Flummux situation, excitement on height,
Unable to catch the signal, no intellectual sight.

Unacquainted with indegenous one of there,
Involved with all zeal, we adhere.
As summer goes & Monsoon comes,
Reptiles emerge & Frog jumps.

Come to know the back stage life,
Broken wooden platform inscribe with knife.
A lots of applause in crowd, have to bow,
Foot fierce with knife, don't have to show.

©Priya Mishra

#DilKiAwaaz

1,836 View

#ChaltiHawaa  Treasure Found 

Like an eagle in the sky,
With powerful wings she flies.
Goes high and high,
Landing on the ground, sigh.

In the quest of human cosmos,
Rejecting profit and the loss.
A part of thee leaves behind,
But a new set of clouds she finds.

Clouds clear and concrete,
Princely pearl they secret.
Sprinkles love, eradicats hate,
One who gets, good fortunate.

©Priya Mishra

#ChaltiHawaa

179 View

 Dil bhari ho rha tha...
shayd kuchh kehna chhah rha tha...
Par aawaj kuchh dur se aa rhi thi...
Dimang sunne ki kosis me lga lekin...
Mano ehsas hua achanak..
Kuchh chhut sa gaya hai pichhe..
Bechain dil ki aawaj badhti ja rhi thi..
Man budhi ko chirte huye...
Mano chilla chilla ka kuchh btana chah rahi thi...
Dimag ne sametni chahi pichhli baatein
But pichhe chhut jate h...wo bas chhut jate the.
Pichhe chhod kar baatein jb aage badhi...
Tab jakar dil ki aawaj dimag ko samjh aayi.
To ye tha mashala jo dil ko khaye ja rha tha...
Dono jab sath kaam kiye mashale par, sukoon chhata ja rha tha.

©Priya Mishra

Dil bhari ho rha tha... shayd kuchh kehna chhah rha tha... Par aawaj kuchh dur se aa rhi thi... Dimang sunne ki kosis me lga lekin... Mano ehsas hua achanak.. Kuchh chhut sa gaya hai pichhe.. Bechain dil ki aawaj badhti ja rhi thi.. Man budhi ko chirte huye... Mano chilla chilla ka kuchh btana chah rahi thi... Dimag ne sametni chahi pichhli baatein But pichhe chhut jate h...wo bas chhut jate the. Pichhe chhod kar baatein jb aage badhi... Tab jakar dil ki aawaj dimag ko samjh aayi. To ye tha mashala jo dil ko khaye ja rha tha... Dono jab sath kaam kiye mashale par, sukoon chhata ja rha tha. ©Priya Mishra

429 View

#raatkibaat #Quotes  Andheri Raaton me jagmagatein sitarein es baat ke saboot hai ki andhera kitna bhi faila ho, umeed ki kirnein hamesa jagi rahni chahiye.

Beshaq raat ke andhere se lakh sikayatein hongi kyuki ye apne sath le aati hai khamoshi, darr or kautuhal...
Par raat ke andhere ke baad hi laalima bhari bhor ka anand aata hai,
Or yaad rahe...har kali raat ke baad aane wali subah bhot khubsurat hoti hai.

©Priya Mishra

#raatkibaat

881 View

Trending Topic