Najnin Ahmed

Najnin Ahmed Lives in Guwahati, Assam, India

writer,poetess,doctor to be...

  • Latest
  • Popular
  • Video

White Har rishte me ak daira hota he tum ush daire ko kabhi par mat kro Rishto me Pyar to humesa hi rahega wakt ke sath bas tumhare 'izzat' ghatega warna har nakamiyab rishta yuhi nehi tutta.. ©Najnin Ahmed

#GoodMorning #Rishta  White  Har rishte me ak daira hota he
tum ush daire ko kabhi par mat kro
Rishto me Pyar to humesa hi rahega 
wakt ke sath bas tumhare 'izzat' ghatega
warna har nakamiyab rishta yuhi nehi tutta..

©Najnin Ahmed

White Ak aadhi zindagi tarasti rahi aazmaishe sirf mujhe hi kuyn ? Sab ki zindagi itni asan fir sirf mai hi kuyn ? Nazre ghumai to dikhi wo cheekhe,wo aasu,wo tadap joh maine kabhi dekhna hi nehi chahi joh mujhse bhi he bari takleef me kya usne kabhi bola sirf mai hi kuyn? Fir kuyn thori si takleef me main Shukar karna bhul jati 'isse bhi to aur battar ho sakti thi halat' kabhi aisa kuyn nehi sochti.. he iman ki kamjori meri to kuyn na socha kabhi Mera Rabb se jyda to koi nehi chahta mujhe... sabr itni muskil kuyn lagta tujhe iman walo ko dekha bhi kar kabhi Allah ke rahem se mayus hona nehi Tawakkul kar wo he sath teri... ©Najnin Ahmed

#GoodMorning #iman  White  Ak aadhi zindagi tarasti rahi
aazmaishe sirf mujhe hi kuyn ?
Sab ki zindagi itni asan fir sirf mai hi kuyn ?

Nazre ghumai to dikhi
wo cheekhe,wo aasu,wo tadap 
joh maine kabhi dekhna hi nehi chahi
joh mujhse bhi he bari takleef me
kya usne kabhi bola sirf mai hi kuyn?

Fir kuyn thori si takleef me 
main Shukar karna bhul jati 
'isse bhi to aur battar ho sakti thi halat'
kabhi aisa kuyn nehi sochti..
he iman ki kamjori meri 
to kuyn na socha kabhi 
Mera Rabb se jyda to 
koi nehi chahta mujhe...

sabr itni muskil kuyn lagta tujhe
iman walo ko dekha bhi kar kabhi
Allah ke rahem se mayus hona nehi
Tawakkul kar wo he sath teri...

©Najnin Ahmed

White Maine sor diya he ab safai dena kisiko seh leti hu teekhi baatein sabhi, palatke jawab dena bhi jaroori nehi samjhti kuynki ab main jan gyi hu, agar log ak dusre ko itna hi samajh pate To hum kabhi uparwale se kuch mangte hi nehi... ©Najnin Ahmed

#sunset_time  White   Maine sor diya he ab safai dena kisiko
seh leti hu teekhi baatein sabhi,
palatke jawab dena bhi jaroori nehi samjhti
kuynki ab main jan gyi hu,
agar log ak dusre ko itna hi samajh pate 
To hum kabhi uparwale se kuch mangte hi nehi...

©Najnin Ahmed

#sunset_time

14 Love

Mere maula tu mujhse raaji ho jaa meri har khata ko maaf farma jitna bhi bhag lu tujhse magar ish dil ki haal sirf tujhe maloom hein Meri sari duao ki tu ummeed nehi yakeen he Ya Allah,mujhe tere ibadat ke taufeek se nawaz de ©Najnin Ahmed

#sunrisesunset  Mere maula tu mujhse raaji ho jaa
meri har khata ko maaf farma

jitna bhi bhag lu tujhse magar
ish dil ki haal sirf tujhe maloom hein
Meri sari duao ki tu ummeed nehi yakeen he
Ya Allah,mujhe tere ibadat ke taufeek se nawaz de

©Najnin Ahmed

ak jamana humara bhi hua karta tha jab hum school jate the To wapas ghar lautna nehi chahte the, Dosto ke sath khelte the kudte the aur aaj Kal ke bascho ke tarah mobile me game nehi khelte the Wakt ascha tha yaar,agar kabhi school nehi jate the to dost ke note ghar late the aur pura ak din rakhke dusre din hi lautate the aur aaj kal ke jamane ke tarah notes photos aur documents banake nehi bhejte the... agar baatein lambi hoti thi to hum dost milke gappe khatam karke hi ghar ate the hum na ak dusre se call na text pe baat kar pate the bas intezar karte the dusre din kab ane wale he... hum class me piche baithke chup chupke baatein krte the aaj ki tarah class me reels scroll nehi karte the kabhi camera dikhta tha to ak photo ke liye pagal ho jate the aur aaj kal bascho ke pas photos to bhot hote he par yaadein sirf photo tak hi simit reh jate hein kitna badal gya he na jamana, wo bachpan tha jise hum jeete the aur aaj kal logo ka bachpan he joh bas ak smart phone tak guzara he.. ©Najnin Ahmed

#Apocalypse  ak jamana humara bhi hua karta tha
jab hum school jate the 
To wapas ghar lautna nehi chahte the,
Dosto ke sath khelte the kudte the
aur aaj Kal ke bascho ke tarah
mobile me game nehi khelte the

Wakt ascha tha yaar,agar kabhi 
school nehi jate the to dost ke note ghar late the
aur pura ak din rakhke dusre din hi lautate the
aur aaj kal ke jamane ke tarah 
notes photos aur documents banake nehi bhejte the...

agar baatein lambi hoti thi to hum dost milke
gappe khatam karke hi ghar ate the
hum na ak dusre se call na text pe baat kar pate the
bas intezar karte the dusre din kab ane wale he...

hum class me piche baithke chup chupke baatein krte the
aaj ki tarah class me reels scroll nehi karte the
kabhi camera dikhta tha to ak photo ke liye pagal ho jate the
aur aaj kal bascho ke pas photos to bhot hote he
par yaadein sirf photo tak hi simit reh jate hein

kitna badal gya he na jamana,
wo bachpan tha jise hum jeete the 
aur aaj kal logo ka bachpan he
joh bas ak smart phone tak guzara he..

©Najnin Ahmed

#Apocalypse

16 Love

bench Apne galtiyon se guilt feel hona bhi lazmi hein khudko dubara mauka dena afzaal hein, Hein zaroori sikhna khudko maaf karna fir galtiyo se sikhke sudhar jana, tabhi to hoga aasan dusro ko maaf karna.. ©Najnin Ahmed

#aehsas #Bench #Sikha #guilt  bench Apne galtiyon se guilt feel hona bhi lazmi hein
khudko dubara mauka dena afzaal hein,
Hein zaroori sikhna khudko maaf karna
fir galtiyo se sikhke sudhar jana,
tabhi to hoga aasan dusro ko maaf karna..

©Najnin Ahmed
Trending Topic