English
Faizan Patel here likhun wo jo alfaaz na ada kar sakein bolun wo jo zubaan na keh sake
Usne chup chaap badon ka kehna Maan liya Mai samjha tha ke mere sang bhaag jayegi ©FPwrites54
FPwrites54
2 Love
Tum kisi aur saiyyare ki hijrat-zada shehzadi lagti ho Aisa chehra zameen-zadiyon ka nahi hota ©FPwrites54
4 Love
230 View
Faiz e Ramzan Qurb e Rehman Mehfil e imaan Khatm e Quraan Mubarak تَقَبَّلَ اللهُ مِنَّا وَمِنكُم ©FPwrites54
Teri waqti lazzat ke liye farokht meri zindagi bhar ki izzat Tu maza uda ke kehlaye ayaash mai chand noton ke liye fahaash Tuje khabar nahi meri kya hai pehchan tu roz ladki badal ke udata hai lataif Mai kamati hoon paisa kehlati hoon Tawaif ©FPwrites54
5 Love
Wo subha ki kiran ka ujala Mai us ujale ka kinara wo raat ke andhere ka sitara Mai uske deed ka maara wo apne khawind ka sahara Mai uske dard me kunwara ©FPwrites54
7 Love
You are not a Member of Nojoto with email
or already have account Login Here
Will restore all stories present before deactivation. It may take sometime to restore your stories.
Continue with Social Accounts
Download App
Stories | Poetry | Experiences | Opinion
कहानियाँ | कविताएँ | अनुभव | राय
Continue with
Download the Nojoto Appto write & record your stories!
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here