Sardar Jagjeetsingh Kalra

Sardar Jagjeetsingh Kalra

My hobby classical singing, hindi, bhojpuri, maithili, panjabi, galal, gurubani bhajan singing only ... My other hobby daily some one writer kavita, kahani, shayri, songs,gajal, & bhajans

https://www.youtube.com/@jagjeetsinghkalra8344

  • Latest
  • Popular
  • Repost
  • Video

White Jis din se music line main kadam rakha hai maine ! Gali mohalle main charche sare aam suru ho gaye ! Josh to bahut hain mujhme magar hosh main rahta hoon ! Kisi ki nazar na lag jaye sabse chhupkar apni nazar tak utarta hoon ! Kasam us rab ki jab tak khud ki pehchan na hogi haar nahi manunga ! Apni dhun main magan hokar apne likhe geeton gazal se apni mehfil main sajaunga ! Khud ki pehchan banaunga ek din aisa launga ! ❤️❤️❤️ ©Sardar Jagjeetsingh Kalra

#Motivational #GoodMorning  White Jis din se music line main kadam rakha hai maine !

Gali mohalle main charche sare aam suru ho gaye !

Josh to bahut hain mujhme magar hosh main rahta hoon !

Kisi ki nazar na lag jaye sabse chhupkar apni nazar tak utarta hoon !

Kasam us rab ki jab tak khud ki pehchan na hogi haar nahi manunga !

Apni dhun main magan hokar apne likhe geeton gazal se apni mehfil main sajaunga !

Khud ki pehchan banaunga ek din aisa launga !

❤️❤️❤️

©Sardar Jagjeetsingh Kalra

#GoodMorning motivational story in hindi motivational shayari motivational shayari in hindi motivational quotes in hindi struggle motivational quotes in hindi

19 Love

White Jis din se music sikhne ka sauk hua hai ! Mere mann ko kuch accha nahi lagta ! Raat din subeh sham mere mann main bas ek music sunne aur gane bajane ka surur chhaya sa rahta hai ! Main jaha rahta hoon wahi music shuru ho jata hai ! Jidhar rahta hoon agar music stument nahi hai ! Apne mann main gungunate rahta hoon ! Kabhi classical to kabhi semi classical ! Maine picchle 5 ya 6 saalon se gurukul jakar classical ki shiksha li hai ! Abhi tak main seekhne ke kram main hi hoon ! Classical ki shiksha kabhi samapt nahi hoti ! Har din riyaz har din kuch naya raag sikhme ko milta hai ! Ab ye to student par depend rehta hai ki wo kitna intelijent hai ! Classical seekhne main use kitni ruchi hai ! 🙏🏻🙏🙏 ©Sardar Jagjeetsingh Kalra

#Motivational  White Jis din se music sikhne ka sauk hua hai ! Mere mann ko kuch accha nahi lagta ! Raat din subeh sham mere mann main bas ek music sunne aur gane bajane ka surur chhaya sa rahta hai !

Main jaha rahta hoon wahi music shuru ho jata hai ! Jidhar rahta hoon agar music stument nahi hai ! Apne mann main gungunate rahta hoon !

Kabhi classical to kabhi semi classical ! Maine picchle 5 ya 6 saalon se gurukul jakar classical ki shiksha li hai ! Abhi tak main seekhne ke kram main hi hoon ! 

Classical ki shiksha kabhi samapt nahi hoti ! Har din riyaz har din kuch naya raag sikhme ko milta hai !

Ab ye to student par depend rehta hai ki wo kitna intelijent hai ! Classical seekhne main use kitni ruchi hai ! 

🙏🏻🙏🙏

©Sardar Jagjeetsingh Kalra

motivational story in hindi motivational thoughts in hindi

17 Love

Classical Singer live Singing

Classical Singer live Singing

Wednesday, 26 March | 11:05 am

0 Bookings

Expired

White Dil To Ek Hi Hai Mera ! Pata Nahi Kyo Har Pal Tere Intjaar Main Khoya Sa Rahta Hai ! Nind Aati Nahi Baicheni Jati Nahi ! Bas Apne Khwabon Main Kisi Son Pari Se Baaten Karte Rahta Hai ! Sach Ki Kasam Kahoon Ya Jhuth Ki Magar ! Ye Bhi Sach Hai Ki Jab Kabhi Main Koi Gazal Gata Hoon ! Jikar Uska Mere Hontho Par Baar Baar Aate Rahta Hai ! ❤️❤️❤️ ©Sardar Jagjeetsingh Kalra

#love_shayari  White Dil To Ek Hi Hai Mera !

Pata Nahi Kyo Har Pal Tere Intjaar Main Khoya Sa Rahta Hai !

Nind Aati Nahi Baicheni Jati Nahi !

Bas Apne Khwabon Main Kisi Son Pari Se Baaten Karte Rahta Hai !

Sach Ki Kasam Kahoon Ya Jhuth Ki Magar !

Ye Bhi Sach Hai Ki Jab Kabhi Main Koi Gazal Gata Hoon !

Jikar Uska Mere Hontho Par Baar Baar Aate Rahta Hai !

❤️❤️❤️

©Sardar Jagjeetsingh Kalra

#love_shayari alone shayari girl 2 line love shayari in english shayari on life

12 Love

Unsplash Ek Dor Si Bandh Gayi Hai Teti Mere Saath Meri Tere Saath ! Jis Din Jis Ghadi Tera Stetus Na Dekhun Mera Mann Baichain Sa Ho Jata Hai ! Tu Meri Hai Sirf Meri Mera Mann Ro Ro Kar Ye Kahta Hai ! Tu Khoobsurat To Hai Magar Mere Bina Kuch Adhura Sa Najar Aata Hai ! Tu Chahe Kitna Bhi Khush Rah Le Apni Dunia Main Magar ! Sach Ki Kasam Mere Bina Tera Mann Kahi aur Lagega Nahi ! Tu Meri Hai Sirf Meri Mera Manm Shor Macha Macha Kar Sare Aam Aaj Ye Kahta Hai ! ❤️❤️❤️ ©Sardar Jagjeetsingh Kalra

#traveling  Unsplash Ek Dor Si Bandh Gayi Hai Teti Mere Saath Meri Tere Saath !

Jis Din Jis Ghadi Tera Stetus Na Dekhun Mera Mann Baichain Sa Ho Jata Hai !

Tu Meri Hai Sirf Meri Mera Mann Ro Ro Kar Ye Kahta Hai !
Tu Khoobsurat To Hai Magar Mere Bina Kuch Adhura Sa Najar Aata Hai !

Tu Chahe Kitna Bhi Khush Rah Le Apni Dunia Main Magar !

Sach Ki Kasam Mere Bina Tera Mann Kahi aur Lagega Nahi !

Tu Meri Hai Sirf Meri Mera Manm Shor Macha Macha Kar Sare Aam Aaj Ye Kahta Hai !

❤️❤️❤️

©Sardar Jagjeetsingh Kalra

#traveling shayari on life life shayari in hindi heart touching life quotes in hindi reality life quotes in hindi

10 Love

White Akela Chal Raha Hoon Apni Dunia Main Magan ! Kabhi Khud Ko Jab Akela Samjhu Aankho Se Aansoo Chhalak Pade ! Apne Dil Ki Ek Aarzoo Liye Subeh Sham Apne Mann Main Chintan Karta Hoon ! Meri Kismat Main Hi Kyu Vidhata Ne Itne Dard Ae Gum Likhe ! Kisi Ne Meri Kishmat Churai Kisi Ne Mera Khushiyon Se Bhara Jeevan Hi Chura Liya ! Fir Bhi Apne Hontho Par Ek Sacchi Mushkaan Liye Firta Hoon Kya hua Jo Mujhse Meri Jivan Bhar Ki Khushiyo Ko Hi Chura Liya ! ❤️❤️❤️ ©Sardar Jagjeetsingh Kalra

#Sad_Status #SAD  White Akela Chal Raha Hoon Apni Dunia Main Magan !

Kabhi Khud Ko Jab Akela Samjhu Aankho Se Aansoo Chhalak Pade !

Apne Dil Ki Ek Aarzoo Liye Subeh Sham Apne Mann Main Chintan Karta Hoon !

Meri Kismat Main Hi Kyu Vidhata Ne Itne Dard Ae Gum Likhe !

Kisi Ne Meri Kishmat Churai Kisi Ne Mera Khushiyon Se Bhara Jeevan Hi Chura Liya !

Fir Bhi Apne Hontho Par Ek Sacchi Mushkaan Liye Firta Hoon 

Kya hua Jo Mujhse Meri Jivan Bhar Ki Khushiyo Ko Hi Chura Liya !

❤️❤️❤️

©Sardar Jagjeetsingh Kalra

#Sad_Status sad status in hindi sad shayari sad love shayari sad quotes about life and pain

11 Love

Trending Topic