zindagi se kahan tak nibhaun main
 us bewafa ke sa
  • Latest
  • Popular
  • Video

zindagi se kahan tak nibhaun main us bewafa ke saath mera naam likh diya aasan nahin tarq e muhabbat ki dastaan do aansuon ne aakhiri paigaam likh diya barson ke intezaar ka anjaam likh diya kaagaz pe shaam kaat ke phir shaam likh diya ©Kalpana yadav

 zindagi se kahan tak nibhaun main
 us bewafa ke saath mera naam likh diya

aasan nahin tarq e muhabbat ki dastaan
do aansuon ne aakhiri paigaam likh diya

barson ke intezaar ka anjaam likh diya 
kaagaz pe shaam kaat ke phir shaam likh diya

©Kalpana yadav

thought ❤️

13 Love

Trending Topic