Dia

Dia

Asar mera is kadar ho rha hai , sara jahaan rangeen ho rha hai...

https://www.instagram.com/yadavdia_10?igsh=dHgxMm5vNHRoYXly

  • Latest
  • Popular
  • Repost
  • Video

White achchha hua vo pass nhi mere, aashu gar gin ke mile hote, to vo bhi khatam ho jate ©Dia

#good_night #SAD  White achchha hua vo pass nhi mere,
aashu gar gin ke mile hote,
to vo bhi khatam ho jate

©Dia

#good_night

14 Love

White Koi bta de mrne ke baad hashr kesa hota hai, mai intezar mai hun, khudka zanaaza tyaar krne ke ©Dia

#Sad_Status #SAD  White Koi bta de mrne ke baad hashr kesa hota hai,
mai intezar mai hun,
khudka zanaaza tyaar krne ke

©Dia

#Sad_Status

18 Love

White Yuhin barbad kia mene khudko tere khatir, ab maaf krde mujhe is ishq se aazad kr de ©Dia

#Sad_Status #SAD  White Yuhin barbad kia mene khudko tere khatir,
ab maaf krde 
mujhe is ishq se aazad kr de

©Dia

#Sad_Status

20 Love

White Ishq hai, Aansu to dega hi ©Dia

#love_shayari #SAD  White Ishq hai,
Aansu to dega hi

©Dia

#love_shayari

17 Love

White Kisi ne khoob kaha hai, Barbad hone ke liye Ishq hi kafi hai ©Dia

#good_night #Quotes  White Kisi ne khoob kaha hai,
Barbad hone ke liye Ishq hi kafi hai

©Dia

#good_night

12 Love

White Bura waqt Haqiqat hai, Un rishton ka, jo apke achchhe dino mai bne the, ye waqt Ek aaina hai, un mukhoto ka, jinke chehre pe nakaab hai, Mera kya hai, mai to kal bhi muskurata tha, kal bhi muskuraunga apko, khushfemi mai khush dekhkar. ©Dia

#love_shayari  White Bura waqt Haqiqat hai,
Un rishton ka,
jo apke achchhe dino mai bne the,
ye waqt 
Ek aaina hai, un mukhoto ka,
 jinke chehre pe nakaab hai,
Mera kya hai,
mai to kal bhi muskurata tha,
kal bhi muskuraunga apko,
 khushfemi mai khush dekhkar.

©Dia

#love_shayari

21 Love

Trending Topic