Shub_ham Singh

Shub_ham Singh

  • Latest
  • Popular
  • Video

White Harf dar harf likha tumhe , samet ke dil ke jazbaat ko... kora kagaz prem hua, har shabd hua hai geet_ Tan mein, mann mein piya base ho tum toh ... Ab bhejoon kise sandesh ©Shub_ham Singh

#शायरी #Sad_Status  White Harf dar harf likha tumhe , samet ke dil ke jazbaat ko...
kora kagaz prem hua, har shabd hua hai geet_

Tan mein, mann mein piya base ho tum toh ...
Ab bhejoon kise sandesh

©Shub_ham Singh

#Sad_Status sandesh

15 Love

White Pata nhi yeh log kaise jante hai mujhe tumhare naam se ... Maine kab bataya hai tumhara naam unhe ... Main youn hi bematlab bekar mamuli sa hoon Tumne ku bithaya hai mujhe sarhane aapne ... ©Shub_ham Singh

#शायरी #rainy_season  White Pata nhi yeh log kaise jante hai mujhe tumhare naam se ...
Maine kab bataya hai tumhara naam unhe ...

Main youn hi bematlab bekar mamuli sa hoon 
Tumne ku bithaya hai mujhe sarhane aapne ...

©Shub_ham Singh

#rainy_season sarhane

14 Love

White Mujhe shuke khet , andheri raat, doobta nav samaj lo... Aur tum bheegta sawan , Chandni raat , khara samandar ho ... Haan Haan main youn hoon ki jaise tum bin kuch nhi ... ©Shub_ham Singh

#शायरी  White  

Mujhe shuke khet , andheri raat, doobta nav samaj lo...
Aur tum bheegta sawan , Chandni raat , khara samandar ho ...

Haan Haan main youn hoon ki jaise tum bin kuch nhi ...

©Shub_ham Singh

main youn hoon ki tumhare bina kuch nhi

10 Love

White Tumhe sath chalta dekh youn lagta hai ... na jane yeh safar manjil se hassin kaise hai ...

#शायरी #love_shayari #sathi  White  Tumhe sath chalta dekh youn lagta hai ...
na jane yeh safar manjil se hassin kaise hai ...

Tujhko safar aur Manjil bana loon... chalta rahoon khud ko musafir bana loon... jiski taalash me laga doon zindagi Aa "Siddat" bana loon tujhe ... ©Shub_ham Singh

#शायरी #Siddat  Tujhko safar aur Manjil bana loon...
chalta rahoon khud ko musafir bana loon...

jiski taalash me laga doon zindagi

Aa "Siddat" bana loon tujhe ...

©Shub_ham Singh

#Siddat

12 Love

Trending Topic