Asif Seraj

Asif Seraj Lives in Howrah, West Bengal, India

  • Latest
  • Popular
  • Video

Wo mandir ke laddu bhi khata hai, Wo masjid ki Kheer bhi khata hai, Wo bhookha hai Sahab, Usse mazhab kaha samajh aata hai...

#Labourday  Wo mandir ke laddu bhi khata hai,
Wo masjid ki Kheer bhi khata hai,
Wo bhookha hai Sahab,  
Usse mazhab kaha samajh aata hai...

#Labourday

6 Love

Art gives us the illusion of liberation from the sordid business of being. ~ Fernando Pessoa

 Art gives us the illusion 
of liberation from the 
sordid business 
of being.

~ Fernando Pessoa

Art gives us the illusion of liberation from the sordid business of being. ~ Fernando Pessoa

6 Love

#WorldBicycleDay #SpecialDay Bicycles ~ Status symbol of the poor in the Indian subcontinent Fitness regime of the rich elsewhere

#WorldBicycleDay #specialday  #WorldBicycleDay #SpecialDay Bicycles ~ 

Status symbol of the poor in the Indian subcontinent

Fitness regime of the rich elsewhere

Great Saying Of Allama Iqbal! Mannat Kyun Maangte Ho Auron Ke Darbar Se,,, Aisa Kaunsa Kaam Hai Jo Hota Nahi Tere Parwardigar Se! "Guzar Gayi Namaz-E-Fajr Aur Tu Sota Raha... Qeemti Waqt Ko Khawaboun Me Khota Raha..... Subha Namodaar Hui Par Tu Bedaar Na Hua... Umar Bhar So Ker Bhi Tu Bezaar Na Hua..... Aayi Zohar Toh Tujhe Kaam Ne Uljha Diya.... Be Namaazi Bana Kar Kitna Tujhe Phansa Diya....... Milega Rizq Tujhe Namaz Ke Baad Bhi..... Palega Tera Ghar Namaz Ke Baad Bhi...... Dekh Aagayi Namaz-E-Asar Tawaani lekar...... Quwwat Hai is Me Tu isse Adaa Kar.... Tandrust Hai Aaj Tu Yeh Shukr Ada Kar...... Badan Ko Apne Sajdoun Ki Lazzat Diya Kar....... Chal Diya Aftab Ab Ghuroob Jine Ko..... Namaz-E-Maghrib Hai Ab Shuru Hone Ko.... Khatam Ho Gaya Teri Zindagi Ka Ek Aur Din...... Chala Gaya Yeh Bhi Haath Se Tere Neikiyoun Bin..... Ab Tujhe Chahiye Raahat Sone Se Pehle..... Isha Padh Le Apni Zindagi Khone Se Pehle..... Payega Sukoon Tu ALLAH Ke Zikr Me Hi.... Milega Qaraar Tere Dil Ko issi Fikr Me Hi...... Allah Humein pakka aur sachcha Namazi banaye -Aameen..

#Art  Great Saying Of Allama Iqbal!

Mannat Kyun Maangte Ho Auron Ke Darbar Se,,,

Aisa Kaunsa Kaam Hai Jo Hota Nahi Tere Parwardigar Se!
"Guzar Gayi Namaz-E-Fajr
Aur Tu Sota Raha...

Qeemti Waqt Ko Khawaboun Me Khota Raha.....

Subha Namodaar Hui Par
Tu Bedaar Na Hua...

Umar Bhar So Ker Bhi Tu
Bezaar Na Hua.....

Aayi Zohar Toh Tujhe Kaam
Ne Uljha Diya....

Be Namaazi Bana Kar Kitna
Tujhe Phansa Diya.......

Milega Rizq Tujhe Namaz Ke Baad Bhi.....

Palega Tera Ghar Namaz Ke Baad Bhi......

Dekh Aagayi Namaz-E-Asar
Tawaani lekar......

Quwwat Hai is Me Tu isse Adaa Kar....

Tandrust Hai Aaj Tu Yeh Shukr Ada Kar......

Badan Ko Apne Sajdoun Ki Lazzat Diya Kar.......

Chal Diya Aftab Ab Ghuroob Jine Ko.....

Namaz-E-Maghrib Hai Ab Shuru Hone Ko....

Khatam Ho Gaya Teri Zindagi Ka Ek Aur Din......

Chala Gaya Yeh Bhi Haath Se Tere Neikiyoun Bin.....

Ab Tujhe Chahiye Raahat Sone Se Pehle.....

Isha Padh Le Apni Zindagi Khone Se Pehle.....

Payega Sukoon Tu ALLAH Ke Zikr Me Hi....

Milega Qaraar Tere Dil Ko issi Fikr Me Hi......

Allah Humein pakka aur sachcha Namazi banaye -Aameen..

#Art

12 Love

Armaan har kisi ka hota hai Mukammal iss duniya mein kisi kisi ka hota hai

 Armaan har kisi ka hota hai
Mukammal iss duniya mein kisi kisi ka hota hai

Armaan har kisi ka hota hai Mukammal iss duniya mein kisi kisi ka hota hai

0 Love

Faith is 5% external 95% internal

 Faith is 5% external
95% internal

Faith is 5% external 95% internal

6 Love

Trending Topic