amar madhiwal

amar madhiwal Lives in Jaipur, Rajasthan, India

wait for am insta. = Lucifer12.am insta= Lucifer12.am

Lucifer12.am

  • Latest
  • Popular
  • Video

White Shree Krishna ji kahte hai ki Parth jise tum mang rahe ho wo prithvi par mujhe bhi nhi mila or tumhare bhitar to chal , kapat moh, hai tumhe kese milega parth ye jo tum mujhpe vishvaas na kar pane ki wajah bta rahe ho uski wajah bhi tum hi ho ni sandheh tumhare premi ko tumse jada koi chah hi nhi chah skta lekin tum ye kese kah sakte ho parth prem or ahankar mai bs Mann ki bhavna jitna hi antar hota hai Premi door nhi jata or jo kabhi jata hai kabhi aata hai wo rahgir hai premi nhi ©amar madhiwal

 White Shree Krishna ji 
kahte hai ki 
Parth 
jise tum mang rahe ho 
wo
prithvi par mujhe bhi nhi mila
or
tumhare bhitar to chal , kapat  moh,
hai 
tumhe kese milega 
parth 
ye jo tum 
mujhpe vishvaas na kar pane 
ki
wajah bta rahe ho 
uski wajah bhi tum hi ho 
ni sandheh 
tumhare premi ko 
tumse jada koi chah hi nhi chah skta
lekin 
tum ye kese kah sakte ho 
parth 
prem or ahankar mai 
bs 
Mann ki bhavna jitna hi 
antar hota hai 
Premi door nhi jata
or jo
kabhi jata hai kabhi aata hai
wo rahgir hai 
premi nhi

©amar madhiwal

poetry in hindi love poetry in hindi

10 Love

White dheere dheere mai ek esi gumnaami mai khota ja raha hu ek ese andhere ki taraf badta ja raha hu jiska ant sirf mot h har roj is gumnaami se nikalne ke bare mai soch kr so jata hu or roj esa hi jeevan jee raha hu sochta bahut jada hu lekin karne ki baat pe kuchh nhi krta hu pure din m sirf ek bar muskurata hu lekin jeeta usi gumnami m hu sochta acha karne ki hu lekin karta bura khudka hu darta kam hu gussa jada krta hu kamjor hu na na jane toh kaha uljha rahta hu pta sab h sahi glt lekin krta kuch nhi janta hu ye musibat dega lekin krta wahi hu krta hu bete kl ko rota hu Aaj ko sochta hu aane wale kl ko itna sab kuch janta to hu lekin puchta logo se hu sunta samjhta sab hu bolta nhi hu sawal bahut sare h under mere jinke jawab dundna mai hi nhi chahta hu kosta hu khudko lekin sudhar krta nhi hu dheere dheere mai ek esi gumnaami mai khota ja raha hu ek ese andhere ki taraf badta ja raha hu jiska ant sirf mot hai ©amar madhiwal

#Thinking  White dheere dheere mai ek esi
gumnaami mai khota ja raha hu 
ek ese andhere ki taraf badta ja raha hu 
jiska ant sirf mot h 
har roj is gumnaami se nikalne ke
bare mai soch kr so jata hu 
or roj esa hi jeevan jee raha hu 
sochta bahut jada hu
lekin karne ki baat pe kuchh nhi krta hu
pure din m sirf ek bar muskurata hu lekin
jeeta usi gumnami m hu 
sochta acha karne ki hu 
lekin karta bura khudka hu
darta kam hu gussa jada krta hu kamjor hu na
na jane toh kaha uljha rahta hu
pta sab h sahi glt lekin krta kuch nhi
janta hu ye musibat dega lekin krta wahi hu
krta hu bete kl ko rota hu Aaj ko 
sochta hu aane wale kl ko 
itna sab kuch janta to hu
lekin puchta logo se hu 
sunta samjhta sab hu bolta nhi hu
sawal bahut sare h under mere 
jinke jawab dundna mai hi nhi chahta hu 
kosta hu khudko lekin sudhar krta nhi hu 


dheere dheere mai ek esi
gumnaami mai khota ja raha hu 
ek ese andhere ki taraf badta ja raha hu 
jiska ant sirf mot hai

©amar madhiwal

#Thinking life quotes life quotes in hindi

10 Love

White Kuch khawaishe meri bhi hai ke tumko roj saam ko Beth kr btau tumhe pta h mera din kesa gya tumhe btau ki mere sahakarmi ne aaj kya kiya kuch khawaishe hai meri bhi ke btau tumhe ki tumahre mahakte badan se lipat kar sou to din bhar ki pareshani bhula kar chain ki neend lu mai kuch khawaishe meri bhi hai ke roj subha tum teyar karo mujhe kuch khawaishe hai meri ki rojmarra ke jeevan se door rok saam ko muskurate huye tumhare paas aau mai esi kuch khawaishe hai meri ©amar madhiwal

#love_shayari  White Kuch khawaishe meri bhi hai 
ke 
 tumko roj saam ko Beth kr btau
 tumhe pta h mera din kesa gya 
tumhe btau ki
mere sahakarmi ne aaj kya kiya
kuch khawaishe hai meri bhi
 ke
btau tumhe ki
 tumahre mahakte badan se lipat kar sou to 
 din bhar ki pareshani bhula kar chain ki neend lu mai
kuch khawaishe meri bhi hai 
ke 
roj subha tum teyar karo mujhe 
kuch khawaishe hai meri
ki 
rojmarra ke jeevan se door 
rok saam ko muskurate huye 
tumhare paas aau mai 
esi kuch khawaishe hai meri

©amar madhiwal

#love_shayari love status love love shayari most romantic love shayari in hindi for boyfriend

12 Love

White Tum mere jeevan ka wo akhari andhera ho jiske baad kabhi Roshni nhi aayi tum meri ankhon ka akhari anshu ho tum mere jeevan ka wo waqt ho jise mai roj badalna chahta hu Or ab tum mujhse itni door ho jitna paas koi na tha ©amar madhiwal

#love_shayari  White Tum mere jeevan ka 
wo 
akhari andhera ho
jiske baad kabhi 
Roshni nhi aayi 
tum
 meri ankhon ka
akhari anshu ho
tum mere jeevan ka 
wo 
waqt ho 
jise mai 
roj badalna chahta hu 

Or ab 
tum mujhse 
itni door ho
jitna paas koi na tha

©amar madhiwal

#love_shayari poetry on love love poetry for her

16 Love

White Suno kabhi batayege ki tum apne ho lekin tum jante ho hum tumhare hai ? tum jo sun rhe ho logo se mere bare wo utna hi sach hai jitna mene bta rakha hai suno mai btata hu Apne bare meri kahani to ishq hai mohtrma tum meri kahani ka mukhakay ek kirdaar ho jise mai likh nhi sakta jise Mai pad nhi skta jise mai jhuta nhi skta jise mai bhula nhi skta jise mai badal nhi sakta ©amar madhiwal

#good_night  White Suno
kabhi batayege ki 
tum apne ho 
lekin 
tum jante ho 
hum tumhare hai ?
tum jo sun rhe ho 
logo se mere bare
wo utna hi sach hai 
jitna mene bta rakha hai 
suno 
mai btata hu 
Apne bare 
meri kahani to ishq hai 
mohtrma 
tum meri kahani ka 
mukhakay 
ek kirdaar ho 
jise mai likh nhi sakta
jise Mai pad nhi skta 
jise mai jhuta nhi skta 
jise mai bhula nhi skta
jise mai 
badal nhi sakta

©amar madhiwal

#good_night shayari status shayari love most romantic love shayari in hindi for boyfriend

14 Love

Unsplash Yun hi Bethe Bethe ek din hisab lgaya ki wo meri thi , hai ya nhi fir hum thahare art's wale na hisab lga na wo hamare huye jante ho is thi , hai, ya nhi ke chakkar mai ab to mere dadhi bhi aane lag gayi kambakht ye munshi ji abbi tak nhi aaye ©amar madhiwal

#Book  Unsplash Yun hi 
Bethe Bethe ek din
hisab lgaya 
ki 
wo meri thi , hai 
ya nhi 
fir hum thahare art's wale
na hisab lga na wo hamare huye
jante ho
is thi , hai, ya nhi 
ke chakkar mai 
ab to 
mere dadhi bhi aane lag gayi
kambakht ye munshi ji 
abbi tak nhi aaye

©amar madhiwal

#Book comedy

16 Love

Trending Topic