White Shree Krishna ji
kahte hai ki
Parth
jise tum mang rahe ho
wo
prithvi par mujhe bhi nhi mila
or
tumhare bhitar to chal , kapat moh,
hai
tumhe kese milega
parth
ye jo tum
mujhpe vishvaas na kar pane
ki
wajah bta rahe ho
uski wajah bhi tum hi ho
ni sandheh
tumhare premi ko
tumse jada koi chah hi nhi chah skta
lekin
tum ye kese kah sakte ho
parth
prem or ahankar mai
bs
Mann ki bhavna jitna hi
antar hota hai
Premi door nhi jata
or jo
kabhi jata hai kabhi aata hai
wo rahgir hai
premi nhi
©amar madhiwal
poetry in hindi love poetry in hindi