Saira Sakshi parashar

Saira Sakshi parashar

https://www.youtube.com/channel/UCcN893aG_WcA_g-n_sofvHg

  • Latest
  • Popular
  • Video
#Road  White I never ask people for help, I just disappear whenever I feel low & I come back when I feel alright.

©Saira Sakshi parashar

#Road

234 View

#Tulips  aur phir ek din mera manpasand shakhs meri nazro se  gir gya
maine phir kbhi use nazar utha kar bhi nahi dekha

©Saira Sakshi parashar

#Tulips

225 View

#MothersDay #erotica  Tune janma h mujhe
Pala posa bada kiya
Har dukh dard se juda rakha
Koi aanch na kbhi aayi mujhpar
Bss teri dua ka asar rha
Logo ne toda h maa
Khi ka na choda h maa
Pal pal taqlif mein
Kehne ko sabkuch kehdu
Par tujhe taqlif mein na dekh saku
Tu chinta na kar
Teri nazo se pali beti ka 
Khyaal rakhungi main
Marne ko jo honge hajar wzah
To bhi bss tere khatir khud ko zinda rakhungi main

©Saira Sakshi parashar

#MothersDay

160 View

#bekhudi  Meri siddat si ki hui mohobbat ka inam aagya
Jis din mili dhokhe ki khbar mujhe
Jis din mili dhoke ki khabar mujhe
 uske agle din likhe imtihaan ka parinaam aagya
meri siddat si hui mohobbat ka inam aagya

©Saira Sakshi parashar

#bekhudi

114 View

#me  Wo zid kar teri zindagi me aayenge
Tu na manegi to guhar lagaynge
Tujhpe jahan ka pyar lootayenge
Tujhe mohobbat karna sikhaynge
Unke khatir jina sikhayenge
Jb hojaygi mohabbat tujhe
Kayi wade kayi kasme kayenge
Aur jab karne lagoge tum bhrosa
Hayee
Wo tera bhrosa tod kar dikhaynge
Wo jite ji tujhe zinda lash banaynge
Kehke 
dunga zindagi bhar tera sath
Wo zindagi bhar ke liye tujhe tanha kar jayenge
Wo tujhse dur hojaynge 
Dur hokar bhi wo har pal tujhe yaad aayenge
Isi tarah wo teri zindagi ka tamasha bnynge.. 
Wo tujhe marna sikhayenge
Wo tujhe marna sikhayenge
Karke wada khushiyon ka wo tujhe dard ke chaukhat pe akela chor jayenge

©Saira Sakshi parashar

#me

152 View

#Quotes  Han janti hu maine tumhe khudse dur kiya 
tum aaye the wapas
maine tumhari har fariyad ko na manjur kiya
par kabhi socha tumne 
khud tumne mujhe ye karne ko mjboor kiya

mera dil, bharosa, aur wo sare kasm Jo mere sar pe hath rakh kar khate the tum
kiun 
kiun 
sabkuch tor kar chaknachoor kiya

©Saira Sakshi parashar

Han janti hu maine tumhe khudse dur kiya tum aaye the wapas maine tumhari har fariyad ko na manjur kiya par kabhi socha tumne khud tumne mujhe ye karne ko mjboor kiya mera dil, bharosa, aur wo sare kasm Jo mere sar pe hath rakh kar khate the tum kiun kiun sabkuch tor kar chaknachoor kiya ©Saira Sakshi parashar

172 View

Trending Topic