Kabhi kabhi mei khud ke sath bahut khilvad karti hu,
Itna khilvad ki mujhe apne ap par taras ata h
Kya mei aisi hi thi??
Kabhi kabhi mei khud ubb jati hu, 1 hi status mei rehkar.
Or sochti hu- kya zindagi bas yahi tak Limited h?
Mumma ke jane ke bad lyf mei aisi qai circumstances dekhe lekin
unse kabhi bhagi nahi Sach kahu pehli bar keh rahi hu ye sach
Meine to qai bar aise step bhi uthye jisse mei khatam ho jau ya
yu kaho jisse ap suicide kehte h
Jinhe ab sochti hu to khud par gussa or hassi aati h. Lekin karti bhi kya?
5 nov kabhi na bhul jab mujhe apno ki zarurat thi
Or jaise dost, rishtedar to dur aisa lagta tha bhagwan ne bhi pucha chura lia ho.
Jante h humesha se mujhe 1 baat bhi bahut chir rahi h
ki mujhe bichari banna bilkul pasand nahi
Jab koi mere bare mei bura bolta to moral मनोबल
Tutta टूटता to mei aiyne ke samne khadi ho jati or qosti khud ko
dekhu bikhri hui phrase अवस्था me, to khud par taras aaye
"Tujhe koi pasand n karta, jisme himmat na h"
Jate h jab ye tamam tanne mei khud ko deti hu
To mujhe khud ko badlne ki koshish karti hu
Ab mei apni parchyi par bhi aitbaar n karti
Kyunki aj ka Satya yahi h, Waqt aane par vo bhi ojhal ho jati
©bestu_khurafati
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here