English
White mohabat se duniya jitne chala tha vo nadan parinda. lalchi duniya ne usse uski aukat puch li. ©Basant
Vasant
12 Love
green-leaves Fark bas itna sa hai,kitabo se sikho to neend aati hai. Aur jindgi sikhaye to Neend ud jaati hai. Is matlabi jamane me roj ek tokar apko sahi se chalna sikhati hai. ©Basant
White Bohut ghamand tha hame unki mohabat me .. aaj chakna chur ho gaya.. chod diya usne kabi kasme khai thi har samaye sath nibhane ki ... jindgi me ek badi lehar kya i vo kisi or se jakar magrur ho gaya.. mohabat kuch nahi ab paiso ka khel bacha hai.. jiske pas nahi hai,vo apni mohabat bachane ko majbur ho gaya.. ©Basant
13 Love
White laga nahi tha hamari jindgi me ye din bhi ayega. jise apna sab kuch man ke dil diye bethe the.. vo ek din yu hi hame chod kar kahi chala jayega ©Basant
White Bohut ghamand tha hame Apne hamsafar par laga mere pyar unke liye badi doulat se kam nahi. pata nahi tha hamara beintihiya pyar unke liye ghutan ban jayega, vo hame isi pyar ke liye yu dukrakar kar chala jayega. ©Basant
You are not a Member of Nojoto with email
or already have account Login Here
Will restore all stories present before deactivation. It may take sometime to restore your stories.
Continue with Social Accounts
Download App
Stories | Poetry | Experiences | Opinion
कहानियाँ | कविताएँ | अनुभव | राय
Continue with
Download the Nojoto Appto write & record your stories!
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here