V J

V J

Homemaker

  • Latest
  • Popular
  • Video

Humsafar Humsafar chun liya toh Ek iltija hai hamari Rakhna use phoolo jaisa Kahi rusvayi huva toh Pyar se samjhayiyo use Har kadam pe saath dena Na bandh ke rakhna usoolon ke pinjre me Udne dena use khule asmaan me Phir dekh jannat tere kadmo me hogi ©V J

#Quotes  Humsafar 

Humsafar chun liya toh 
Ek iltija hai hamari 
Rakhna use phoolo  jaisa 
Kahi rusvayi huva toh 
 Pyar se samjhayiyo  use 
Har kadam pe  saath dena 
Na bandh ke rakhna
 usoolon ke pinjre me 
Udne dena use khule asmaan me 
Phir dekh jannat tere   kadmo me hogi

©V J

#@ Humsafar

16 Love

Chalte chal tu yuhi chalte chal Thake huve man tere Thake huve dil tere Thake huve kadam tere Behte huve Ansu tere Apne ansuvon ko apne me samet le kisiki raah na dekh koi na ayega na koi behlayega Khud ko thap thapa Khudko tu phir se buland kar apne Ap me ek shola ha tu Duja na koi tere jaisa bas chalte chal tu bas chalte chal zindagi bahut khoobsurat hai ©V J

#Quotes  Chalte chal tu yuhi  chalte chal 
Thake huve man tere   
Thake huve dil tere 
Thake huve kadam tere 
Behte huve Ansu tere 
Apne ansuvon ko apne me samet le
kisiki raah na dekh 
koi na ayega na  koi  behlayega 
Khud ko thap  thapa 
Khudko  tu phir se buland kar 
apne Ap me ek shola ha tu 
Duja na koi tere jaisa 
bas chalte chal tu bas chalte chal 
zindagi bahut khoobsurat hai

©V J

#@inspiration

13 Love

White Beech sadak pe lehrati huvi ja rahi thi ek haseena Matak matak ke chal rahi thi woh bekauf Sabki nigahein us pe tiki thi par woh duniye se bekhabar thi ©V J

#Quotes  White Beech sadak pe lehrati huvi
 ja rahi thi ek  haseena  
Matak matak ke chal  rahi 
thi woh bekauf  
Sabki  nigahein  us pe tiki thi 
 par woh duniye se bekhabar thi

©V J

#@adaye

11 Love

Ek thi woh jhalli si ladki Jo khil khilake hasti thi Har Kisoi woh Apna manti thi par sab ne zakhm diya uske masoom dil ko Sab samajh ke bhi woh nasamajh bani Khuda bhi dekh raha tha tamasha mazboori ka uska Par woh jhalli kaha rukne wali thi Apni masoom si muskurahat se khuda ko bhi ghayal karne chali thi Khuda bhi ek din tadap uthega Sari khushiya uski jholi me dalega ©V J

#Quotes  Ek thi woh jhalli si ladki  
Jo khil khilake hasti thi 
Har Kisoi woh Apna manti thi 
par sab ne  zakhm diya uske  masoom dil ko
Sab samajh ke bhi woh nasamajh bani 
Khuda bhi dekh raha tha tamasha
 mazboori ka uska 
Par woh  jhalli kaha rukne wali thi 
Apni masoom si muskurahat se
 khuda ko  bhi  ghayal karne chali  thi 
Khuda bhi ek din tadap uthega 
Sari khushiya uski jholi  me dalega

©V J

#@darde muskaan

12 Love

Use khil khilake hasna bahut pasand Tha Par khuda bhi aise aise bahane dhoondhta tha Use rulane ke Ansu toh uski ankhon me chalkte the Par har waqth woh Apne chehre pe muskan odhe nikalti thi Ek chota sa natkhat baccha abh bhi tha uske andar Jo har waqth dhondhta tha bahane hasne ke Yahi ekmatra astra tha uske pass jeene ka Usise toh woh khuda ko harati thi Khuda bhi yeh khel kaha chodhnewala tha Jaane kabtak chalega khuda ke sath ankhmichauli Yeh khuda ek din tu royega aur woh muskurati rahegi woh bhi Gehri neend me na khulnewali ©V J

#Quotes  Use khil khilake hasna 
bahut pasand Tha  
Par khuda bhi aise aise bahane 
dhoondhta tha 
Use rulane ke  
Ansu toh uski  ankhon me chalkte the 
Par har waqth woh 
Apne  chehre pe muskan odhe nikalti thi 
Ek chota sa natkhat baccha
 abh bhi tha uske andar 
Jo har waqth dhondhta tha
 bahane hasne ke 
Yahi ekmatra astra 
tha uske  pass jeene ka 
Usise toh woh khuda ko harati thi 
Khuda bhi yeh khel kaha chodhnewala tha 
Jaane kabtak chalega  
khuda ke sath ankhmichauli 
Yeh khuda ek din tu royega 
aur woh muskurati rahegi 
woh bhi Gehri neend me na khulnewali

©V J

#@muskaan

15 Love

Barish ki boonde giri jab badan pe Ek meethi si yaad jaga gayi man me Le ud chali phir usi jagah jaha pe mile the kabhi Dhundhla sa ho raha sabkuch dheere dheere par Ab bheegna bhi accha lagne laga is baarish me kyunki Teri mehak jo ati hai in boondo me ©V J

#Quotes  Barish ki boonde giri jab badan pe
Ek meethi si yaad jaga gayi man me 
Le ud chali phir usi
 jagah jaha pe mile the kabhi 
Dhundhla sa ho raha sabkuch 
 dheere dheere par 
 Ab  bheegna bhi accha lagne laga
  is baarish me kyunki 
Teri mehak  jo ati hai in boondo me

©V J

#@chahat

12 Love

Trending Topic