Dastoor-e-jindgi ye purani hai
ye teri -meri dosti ki kahani hai
log rishto mein matlab , aur
matlàb mein rishthe dhunte rahe
kitne aye or gye jindgi mein , per
tu perchai ban mere sath hi khada raha
meri khushio ke to the sare sathi
per tu gum mein v mere sath raha
sab sath chor gye safar mein
tu bina sart ke sath chala
phle din badle , ab yah saal v badal jayega
socha khuda ka sukria kar dun
to tera chera jahan mein aa gya
Thank u soo much sristi
©Navya Navedita
A Thanku poem for my bestie 💖
🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹bahut khoob