Door hai magar mahsoos hote hai. wo jo bade makhso | English Shayari

"Door hai magar mahsoos hote hai. wo jo bade makhsoos hote hai. Ye darwesh dar ba dar bhatakte hai jo. maarifat par mohkam nusoos hote hai. Aa jate hai dar par sawaal liye. ye bande muqarrab bil-khusoos hote hai. Masail par unse kya behas kare hum. dalaail jo bade wasookh hote hai. Aadil hai aapas me rahte hai bari. jo duniya me ahl-e-sadooq hote hai. Rahte hai duniya me jo qaidi sifat. Allah ki pasandeeda makhlooq hote hai. ©Meer Allahabadi"

 Door hai magar mahsoos hote hai.
wo jo bade makhsoos hote hai. 

Ye darwesh dar ba dar bhatakte hai jo.
maarifat par mohkam nusoos hote hai. 

Aa jate hai dar par sawaal liye.
ye bande muqarrab bil-khusoos hote hai.

Masail par unse kya behas kare hum.
dalaail jo bade wasookh hote hai. 

Aadil hai aapas me rahte hai bari.
jo duniya me ahl-e-sadooq hote hai.

Rahte hai duniya me jo qaidi sifat.
Allah ki pasandeeda makhlooq hote hai.

©Meer Allahabadi

Door hai magar mahsoos hote hai. wo jo bade makhsoos hote hai. Ye darwesh dar ba dar bhatakte hai jo. maarifat par mohkam nusoos hote hai. Aa jate hai dar par sawaal liye. ye bande muqarrab bil-khusoos hote hai. Masail par unse kya behas kare hum. dalaail jo bade wasookh hote hai. Aadil hai aapas me rahte hai bari. jo duniya me ahl-e-sadooq hote hai. Rahte hai duniya me jo qaidi sifat. Allah ki pasandeeda makhlooq hote hai. ©Meer Allahabadi

#Colors

People who shared love close

More like this

Trending Topic