Bachpan ki wo masoomiyat fir lauta do, Dil ke jazb | English Poetry

"Bachpan ki wo masoomiyat fir lauta do, Dil ke jazbaat ko zubaan se jaga do. Jo rishton mein thi ek nirmal si baat, Usko fir se hriday mein jagah dila do. Kyun ab rishte soch samajh ke band gaye, Zangeeron mein vyakt karna sab andh gaye. Koi toh unn dhaagon ko fir se jodo, Jo dil se dil ka rishta tha, wo fir kholo ©Ishant Jaiswal"

 Bachpan ki wo masoomiyat fir lauta do,
Dil ke jazbaat ko zubaan se jaga do.
Jo rishton mein thi ek nirmal si baat,
Usko fir se hriday mein jagah dila do.

Kyun ab rishte soch samajh ke band gaye,
Zangeeron mein vyakt karna sab andh gaye.
Koi toh unn dhaagon ko fir se jodo,
Jo dil se dil ka rishta tha, wo fir kholo

©Ishant Jaiswal

Bachpan ki wo masoomiyat fir lauta do, Dil ke jazbaat ko zubaan se jaga do. Jo rishton mein thi ek nirmal si baat, Usko fir se hriday mein jagah dila do. Kyun ab rishte soch samajh ke band gaye, Zangeeron mein vyakt karna sab andh gaye. Koi toh unn dhaagon ko fir se jodo, Jo dil se dil ka rishta tha, wo fir kholo ©Ishant Jaiswal

masoomiyat

People who shared love close

More like this

Trending Topic