Milunga tumse uss dunia me.
Jahan paas lakar dur jaane ka riwaj na ho.
Jahan chehre aur aukat se aapki pehchan na ho.
Jahan har din naye chehre se pyaar na ho.
Jahan jajbaaton ka har din mjaak na ho.
Han milunga main tumse uss dunia me,
Jahan mohabbat ke siva aur koi baat na ho.

Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here