English
ranjhishein hazaar ho dunia se magar.. shikaytei fir bhi hum nhi kiya krte..
wo jo kehte hai zamane bhar mai,, ke hum unpr etemaad rkhe... koi unhe bhi kehde zara,, ke jab wo kisi or se nazre milaye toh,, zara ehtiyad rkhe....... ©Sana Khan
Sana Khan
15 Love
na hosh tha use... na mout aayi thi.. KARZ mai kisi ki majboori thi.. or ek musafir ne jaan gawai thi.. -Sana ©Sana Khan
16 Love
Aksar maangti hoon main usse.. use taaro ki chhav mai bethker.. wo jo mujhmai hai mgar,, mujhe milta hi nhi hai.. -sana ©Sana Khan
Mai aksar unn cheezo se darr jaati hoon.. Jo mujhe apni zindgi apne mutabiq jeene ka housla nhi deti.. Mai aksar apne houslo se ghbra jaati hoon.. Wo mujhe kisi ke isharo se chlne ka mohtaaj bnne nhi dete.. .. Mai baarish Mai bijliyo se nhi drti.. Mai aandhiyo Mai dhool se nhi drti.. Kbhi kbhi khudki khwaisho se drti hoon.. Ye Mujhe dunia..mai. . Dunia se alayda krti hai.. Kisi ke sath ki mohtaaj nhi hoon.. Aksar Mujhe iss baat se ru ba ru krti hai.. -Sana ©Sana Khan
14 Love
Masroofiyt Mai Unki rehkr Mai Tanhaaiiyo se wafa kr rhi hoon.. Toot na jau Kahi Isliye Sbse muskura kr mil rhi hoon 😊😊.. -Sana ©Sana Khan
Wo meri daastan thi Sahab,, Aapne taali bja kar.. Tamasha bna diya.. -Sana ©Sana Khan
13 Love
You are not a Member of Nojoto with email
or already have account Login Here
Will restore all stories present before deactivation. It may take sometime to restore your stories.
Continue with Social Accounts
Download App
Stories | Poetry | Experiences | Opinion
कहानियाँ | कविताएँ | अनुभव | राय
Continue with
Download the Nojoto Appto write & record your stories!
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here