English
poetry and short story writer ✍️✍️
bure krityon ko anzam tak pahuchane ke liye hume apane saikadon achhayion ko dafaan karne padate hain ©Shailendra Dubey
Shailendra Dubey
10 Love
achhe karmon ka prabhav to dekho,bura karm karne wala hamesha achhe karm karne wale ki nazron se bach kar hi apane kriton ko karega. ©Shailendra Dubey
15 Love
bhukh ,aham aur irshya ye tino prani matra ko krur aur hinsak bana dalate hai ©Shailendra Dubey
17 Love
parivar sadasyon ka nahi apitu uttar dayitvon ka ek sanghtit swaroop hai. ©Shailendra Dubey
12 Love
yadi aap ek sanghatit parivar ke hissa hain aur kisi karan bas parvaik karya ko karane main sharirik asmarthta mahshush karte hai to aapka mansik sahyog apekshit ho jata hai. ©Shailendra Dubey
akhir galtiyon ko chhupate waqt humare munh se jhooth hi kyo nikalta hai...prinati jhooth ki anwarat punravriti. ©Shailendra Dubey
You are not a Member of Nojoto with email
or already have account Login Here
Will restore all stories present before deactivation. It may take sometime to restore your stories.
Continue with Social Accounts
Download App
Stories | Poetry | Experiences | Opinion
कहानियाँ | कविताएँ | अनुभव | राय
Continue with
Download the Nojoto Appto write & record your stories!
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here