English
kadam ladhkhadha rahi hain , per chalna chahta hu . kamyabi dur hain per safar pura kerna chahta hu .
Intezar tera sadiyo se kar raha , Tujhe pane ki chahat main Main zee raha . Tu aa tere sath jina hain , Mujhe tere sath Rehna hain . Jo kabhi na huwi Woh bat kehna hain , Mere zindagi ka tu gehna hain .. Tu aa tere sath jina hain Mujhe tere sath rehna hain . ©last love
last love
9 Love
बीड़ी पियोगी क्या ©last love
11 Love
Kash Kash main khud ko badal pata Duniya ke bhidh main kahi Kho sa jata . Kash main khud ko badal pata Raat hote he Bina kisi ka intezar kiya Gehri nindh so sa jata . Kash main khud ko badal Pata Kisi ke sath ko u dil se na lagata . Kash main khud ko badal pata Apne khushi ke aage Her kisi ka dil todh jata . Kash main khud ko badal pata Matlab ke duniya main Khud subse badha matlabi ban jata . Kash main khud ko badal pata Kash main khud ko badal pata . ©last love
8 Love
Jadha kuch ki chahat nahi hain Zindagi se , Bas ek chah hain Jab under se tutu na To koi ho yaar Mujhe sambhalne ko . Jo mujhse kahe Q persan ho , Sub thk ho Jyega Main hu na tumhare sath . ©last love
6 Love
Ajib dor chala hain . neki derya main Daal diya jata hain . Or Buraiya stutus main saja diya Jata hain 😎😎😎 ©last love
Mohabbat Jo thi luta diya Humne tumper , Ab pyar majakh lagta hain . Dil todha tumne humara , Ab her kisi ka pyar Khelwaad lagta hain ©last love
You are not a Member of Nojoto with email
or already have account Login Here
Will restore all stories present before deactivation. It may take sometime to restore your stories.
Continue with Social Accounts
Download App
Stories | Poetry | Experiences | Opinion
कहानियाँ | कविताएँ | अनुभव | राय
Continue with
Download the Nojoto Appto write & record your stories!
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here