Aj stories

Aj stories Lives in Anantapur, Andhra Pradesh, India

  • Latest
  • Popular
  • Repost
  • Video

Ab toh Khushiyan purani tasveero mein nazar aati hai, Jo kabhi dekhte Khwab zindgi mein tooti nazar aati hai, Ab toh Khwaishon ki hasratein bikhri nazar aati hai, Koi samet na le umeedon se dubaara, vo har shakhs se durr nazar aati hai, ©Aj stories

#dilsedosti #feelings #Quotes  Ab toh Khushiyan purani tasveero mein nazar aati hai,
Jo kabhi dekhte Khwab zindgi mein tooti nazar aati hai,

Ab toh Khwaishon ki hasratein bikhri nazar aati hai,
Koi samet na le umeedon se dubaara,
vo har shakhs se durr nazar aati hai,

©Aj stories

Jisne chaha usne apna bana ke chhoda, Vo yaar nahi pyar nahi, taqdeer banane walane bana ke chhoda, Ab hum shikayat bhi kise karein dhadhakte diluon mein chehara Patthar ka dekha, ©Aj stories

#dilsedosti #HeartBook #Quotes  Jisne chaha usne apna bana ke chhoda,
Vo yaar nahi pyar nahi,
taqdeer banane walane bana ke chhoda,

Ab hum shikayat bhi kise karein 
dhadhakte diluon mein chehara Patthar ka dekha,

©Aj stories

Haqikat naa sahi Khwab hi sahi, Tumse Milne ki Chahat Adhuri hi sahi, main tum se milta hun har din,, Vo aaina hai toh aaina hi sahi, ©Aj stories

#dearzindgi #dilsedosti #Quotes  Haqikat naa sahi Khwab hi sahi,
Tumse Milne ki Chahat Adhuri hi sahi,

main tum se milta hun har din,,
Vo aaina hai toh aaina hi sahi,

©Aj stories

Teri maayusi ka sabab mein nahi Janta, Teri Khamoshi ki wajah mein nahi Janta, Hasti muskurti teri khushiyon ki hawa, Vo hawa Kahan kho gayi hai main nahi janta, Itna toh jaanta hun tere sabit kadam par, palat kar jawab dena tu nahi janta, Teri masumiyat ki ikhlas-e-nadaamat par Farishton ki pairwi hoti hai koi nahi janta, Tere Sabr ka paimaana labrez hone par, Teri shamsheer ki khuewt koi nahi janta, Teri maayusi ka sabab mein nahi Janta, Teri Khamoshi ki wajah mein nahi Janta, ©Aj stories

#dilsedosti #Quotes  Teri maayusi ka sabab mein nahi Janta,
Teri Khamoshi ki wajah mein nahi Janta,

Hasti muskurti teri khushiyon ki hawa, 
Vo hawa Kahan kho gayi hai main nahi janta,

Itna toh jaanta hun tere sabit kadam par,
palat kar jawab dena tu nahi janta,

Teri masumiyat ki ikhlas-e-nadaamat par
Farishton ki pairwi hoti hai koi nahi janta,

Tere Sabr ka paimaana labrez hone par,
Teri shamsheer ki khuewt koi nahi janta,

Teri maayusi ka sabab mein nahi Janta,
Teri Khamoshi ki wajah mein nahi Janta,

©Aj stories

#dilsedosti #Society

21 Love

White Meri saari koshishein tere kareeb aane ki hai Teri saari sajishenin mujhse se duur jaane ki hai, Tujhe dar hai teri pehli mohabbat ki bewafai se,, Is liye tere saare imtahan mujhi se hai, Ek din afsos hoga tujhe tere naa aitbaari par,, Us din der ho jayegi tujhko samjhne par, Phir Chaha kar bhi baat nahi hogi, mulakat nahi hogi, dafan ho jayenge saare armaan teri chaukat par, Ek din bhool jayenge yaadon ke silsile Hamre, Lekin rahe jayengi kitaboon mein kahaniyan hamre, Meri saari koshishein tere kareeb aane ki hai, Teri saari sajishenin mujhse se duur jaane ki hai, ©Aj stories

#dilsedosti #sad_qoute #Quotes  White Meri saari koshishein tere kareeb aane ki hai
Teri saari sajishenin mujhse se duur jaane ki hai,

Tujhe dar hai teri pehli mohabbat ki bewafai se,,
Is liye tere saare imtahan mujhi se hai,

Ek din afsos hoga tujhe tere naa aitbaari par,,
Us din der ho jayegi tujhko samjhne par,

Phir Chaha kar bhi baat nahi hogi, mulakat nahi hogi,
dafan ho jayenge saare armaan teri chaukat par,

Ek din bhool jayenge yaadon ke silsile Hamre,
Lekin rahe jayengi kitaboon mein kahaniyan hamre,

Meri saari koshishein tere kareeb aane ki hai,
Teri saari sajishenin mujhse se duur jaane ki hai,

©Aj stories

Unsplash Gafflat-e-aziyat dil ki saza hoti hai, Yeh khoon ke asunon ki wajah hoti hai, Ek waqt tak pashemani ki bhi hadd hoti hai, Phir apne aana se aana ki bhi khudari hoti hai, ©Aj stories

#dilsedosti #library #Quotes  Unsplash Gafflat-e-aziyat dil ki saza hoti hai,
Yeh khoon ke asunon ki wajah hoti hai,

Ek waqt tak pashemani ki bhi hadd hoti hai,
Phir apne aana se aana ki bhi khudari hoti hai,

©Aj stories
Trending Topic