Sign in
Hridhya Mehta

Hridhya Mehta

ehsaasxpress

  • Latest
  • Popular
  • Repost
  • Video

Rote rote muskurane ka hunar sikh liya humne, Gam ki aandhiyon mein bhi khushiyon ka ghar bana liya humne. Har dard ko chhupa kar hasi ki chadar odh li, Zindagi ke har mod par jeene ka sabak pa liya humne. ©Hridhya Mehta

 Rote rote muskurane ka hunar sikh liya humne,
Gam ki aandhiyon mein bhi khushiyon ka ghar bana liya humne.
Har dard ko chhupa kar hasi ki chadar odh li,
Zindagi ke har mod par jeene ka sabak pa liya humne.

©Hridhya Mehta

Rote rote muskurane ka hunar sikh liya humne, Gam ki aandhiyon mein bhi khushiyon ka ghar bana liya humne. Har dard ko chhupa kar hasi ki chadar odh li, Zindagi ke har mod par jeene ka sabak pa liya humne. ©Hridhya Mehta

15 Love

#life_quotes  Zindagi ek safar hai, jo chalta hi rehta hai,
Har mod par naye rang, naye kisse kehta hai.
Kabhi hasi ke pal, to kabhi ashkon ki barish,
Har din ek nayi dastaan, har raat ek nayi khwahish.

©Hridhya Mehta

#life_quotes

180 View

White Pal ek pal mein, simat jaati hai zindagi, Yaadon ki kitaab mein, reh jaati hai bandagi. Har lamha kehta hai, thahar ja thodi der, Pal ek pal ka, ye safar bhi hai ajeeb sa dastoor. ©Hridhya Mehta

#Emotional_Shayari  White Pal ek pal mein, simat jaati hai zindagi,
Yaadon ki kitaab mein, reh jaati hai bandagi.
Har lamha kehta hai, thahar ja thodi der,
Pal ek pal ka, ye safar bhi hai ajeeb sa dastoor.

©Hridhya Mehta

White Bikhre khwabon ka aalam hai aasmaan mein, Andekhi ummiden chamakti hain chaandni mein. Baadalon ki chadar mein lipte armaan hain, Har taare mein chhupe ankahe farmaan hain. Khwabon ka safar yun hi chalta rahega, Aasmaan ki god mein har sapna palega. Anjaane raaston par chalti ummiden hain, Khwabon ka aalam hai, aur aasmaan gawah hai. ©Hridhya Mehta

#hindi_poem_appreciation  White Bikhre khwabon ka aalam hai aasmaan mein,
Andekhi ummiden chamakti hain chaandni mein.

Baadalon ki chadar mein lipte armaan hain,
Har taare mein chhupe ankahe farmaan hain.

Khwabon ka safar yun hi chalta rahega,
Aasmaan ki god mein har sapna palega.

Anjaane raaston par chalti ummiden hain,
Khwabon ka aalam hai, aur aasmaan gawah hai.

©Hridhya Mehta

Alone mushkil hai lekin naamunkin nai jaanti hu ki aage bahoot mehnat hai lekin woh mehnat hi tujhe aage badhaingi math karo apni kaabilyat pe shaq math daro mehnat se yeh yaad rakhna ki joh mehnat kara hai woh bhavishya mai kabhi nahi pachtaya hai.... #Motivation ©Hridhya Mehta

#Motivation  Alone  mushkil hai 
lekin naamunkin nai
jaanti hu ki aage bahoot mehnat hai 
lekin woh mehnat hi tujhe aage badhaingi 


math karo apni kaabilyat pe shaq 
math daro mehnat se 
yeh yaad rakhna ki 
joh mehnat kara hai 
woh bhavishya mai kabhi nahi pachtaya hai....

#Motivation

©Hridhya Mehta

mujhe chalna sikhaya mushkilo ka samna karna sikhaya har pal mera saath diya haa woh meri maa hai jisne teacher ki tarah mujhe sahi raasta dikhaya haa woh meri maa hai jisne teacher ki tarah mujhe dar ka samna karna sikhaya.... mere nirash hone par mujhe sambhala meri galtiyon ko kabhi pyaar se toh kabhi daant se samjaya mujhe meri zindagi ka maksakt bataya haa woh meri maa hai jisne teacher ki tarah mujhe motivate kiya haa woh meri maa hai jisne teacher ki tarah mujhe zindagi jeena sikhaya... **READ CAPTION** ©Hridhya Mehta

#Teachersday  mujhe chalna sikhaya 
mushkilo ka samna karna sikhaya 
har pal mera saath diya 
haa woh meri maa hai jisne teacher ki tarah mujhe sahi raasta dikhaya 
haa woh meri maa hai jisne teacher ki tarah mujhe dar ka samna karna sikhaya....

mere nirash hone par mujhe sambhala 
meri galtiyon ko kabhi pyaar se toh kabhi daant se samjaya 
mujhe meri zindagi ka maksakt  bataya 
haa woh meri maa hai jisne teacher ki tarah mujhe motivate kiya  
haa woh meri maa hai jisne teacher ki tarah mujhe zindagi jeena sikhaya...

**READ CAPTION**

©Hridhya Mehta

let's be greatful to all the teachers and the one who is always there for us in our hard times (MOM)💯 #Teachersday

8 Love

Trending Topic