kash main tujhse aa kaah saqta,
Kash tere dil mein main apni aashiyana bana saqta.
kash main tujhse aa kaah saqta,
Kash mera tujhse rabta har shama ho saqta.
kash main tujhse aa kaah saqta,
Kash tere chehare ki musqurahat ki wajha main ho saqta.
kash main tujhse aa kaah saqta,
Kash tere ruh ko samjhne wala koi ur nhi main ho saqta.
kash main tujhse aa kaah saqta,
Kash aisa kash ho saqta.
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here