apno ko hi apno ka kadr na rahe to kaesa apnapan, lakin app ka hi koi ang sar jai to kya kare koi, ensan atta akela hai or jata bhi akela hai, jindagi or mout kay beech kay safar ko hi jeevan kahtey hai,jindagi rishtey deti hai, laken ristey jindagi nahi deti, sab say bara hota hai karm, or karm say hi sab kuch milta hai,rishtey bhi, jarure nahi ke rishtey khoon kay he ho. karm ke saja her koi bhugta hai apnay bhi paraey bhi, yudh agar apno kay saath ho to parajay suekaar karlo qur ke mahabharat ka ethihass yahi hai...
Ehtesham Noor Alam
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here