Ananta Dasgupta

Ananta Dasgupta

Writer of a novel: Strangers- From No one to someone. Co-author for an e-book: Guftagu. Co-author for "Ocean of Words". Draft quotes and poems. Focus on life lessons, pain and God.

  • Latest
  • Popular
  • Video

White The foggy wear in the foggy weather ©Ananta Dasgupta

#sad_qoute #Quotes  White The foggy wear in the foggy weather

©Ananta Dasgupta

#sad_qoute

11 Love

White Ishq hai dhoop, Ishq hai chaav Ishq hai ek pechida daav Ishq ka haal na pucho koi Ishq ne kitne diye hai ghaav. Ishq gumnam, ishq badnam Ishq ka na koi anjaam Ishq ne jab bhi likhi kahani Bana wo ek naya ilhaam. Ishq hai Radha, Ishq hai Meera Ishq bichre Kanha ki peera Ishq masum, ishq be-maani Ishq aankho me behta paani Ishq me jab bhi utthe haath Dua bhi ban jaye ruhaani Ishq hasaye, ishq rulaaye Ishq ne kitne dil hai jalaye. ©Ananta Dasgupta

#sad_quotes  White Ishq hai dhoop, Ishq hai chaav
Ishq hai ek pechida daav
Ishq ka haal na pucho koi
Ishq ne kitne diye hai ghaav.
Ishq gumnam, ishq badnam
Ishq ka na koi anjaam
Ishq ne jab bhi likhi kahani
Bana wo ek naya ilhaam.
Ishq hai Radha, Ishq hai Meera
Ishq bichre Kanha ki peera
Ishq masum, ishq be-maani
Ishq aankho me behta paani
Ishq me jab bhi utthe haath
Dua bhi ban jaye ruhaani
Ishq hasaye, ishq rulaaye
Ishq ne kitne dil hai jalaye.

©Ananta Dasgupta

#sad_quotes

14 Love

Happy Makar Sankranti ©Ananta Dasgupta

#makarsankranti #Quotes  Happy Makar Sankranti

©Ananta Dasgupta

Ek main hu jo fikrmand hu, Ek main hu jo sahi nahi hai. Ek main hu jo ghut raha hai, Ek main hu jo galat nahi hai. Ek main hu jo qadardan hu, Ek main hu jo do-rahe par hai. Ek main hu bandha hua kariyon se, Ek main hu jo azaad hai usulo se. Ek main hu jo beparwah hu, Ek main hu jo takleef me hai. Ek main hu jisme kuch imaan hai, Ek main hu jo kisi ke liye beimaan hai. ©Ananta Dasgupta

#anantadasgupta #self_respect #War  Ek main hu jo fikrmand hu, 
Ek main hu jo sahi nahi hai.
Ek main hu jo ghut raha hai,
Ek main hu jo galat nahi hai.
Ek main hu jo qadardan hu, 
Ek main hu jo do-rahe par hai.
Ek main hu bandha hua kariyon se,
Ek main hu jo azaad hai usulo se.
Ek main hu jo beparwah hu,
Ek main hu jo takleef me hai.
Ek main hu jisme kuch imaan hai,
Ek main hu jo kisi ke liye beimaan hai.

©Ananta Dasgupta

জ্বর (১.) ©Ananta Dasgupta

#bengalistory #Quotes  জ্বর
(১.)

©Ananta Dasgupta

#bengalistory

11 Love

Wo komal hai itna jitna kisi maa ki chuan, Wo saaf hai itna jaise koi darpan, Wo shanti hai aisi jaise kisi pyase ko pani, Wo ehsaas hai aisa jaise koi chiz ruhani, Usse sundar kuch nahi, usse saccha kuch nahi, Uske liye mera sab kuch, uske bina kuch nahi. ©Ananta Dasgupta

#MondayMotivation #anantadasgupta #mahadev  Wo komal hai itna jitna kisi maa ki chuan,
Wo saaf hai itna jaise koi darpan,
Wo shanti hai aisi jaise kisi pyase ko pani,
Wo ehsaas hai aisa jaise koi chiz ruhani,
Usse sundar kuch nahi, usse saccha kuch nahi,
Uske liye mera sab kuch, uske bina kuch nahi.

©Ananta Dasgupta
Trending Topic