English
Unsplash Mujhko Sambhal khud Bhi Sambhal Main Nashe Mein Hun Mujhko Sambhal Khud Bhi Sambhal Main Nashe mein Hun Aye Jaane Gazal Sath Mein Chal Main Nashe Mein Hun Ke Akbar Bhi Hu Main Salim Bhi Hu Aur Shahjahan Bhi Hu Lakhon Bana Du Taj Mahal Mein Nashe Mein Hun ©Zuber Ali
Zuber Ali
12 Love
White Hoke Majbur Hamai Usne Bhulaya Hoga Dekhi_Dekh Kar Usne Rah Mera Aasq Bhi Bahaya Hoga Jab_Jake Aapna Rah Badla Hoga Rang Chehrepe Kai Din Talak Na Aya Hoga Jab Hamko Usne Bhulaya Hoga Hoke Majbur Hamai Usne Bhulaya Hoga ©Zuber Ali
13 Love
Hay Gajab Ki Hain Husn Tera Aur Us Par Tu Balkhay Chale Hain Tu Is Kadar Zalim Jaisse Koi Nagan Balkhata Aajaye Kare Didar Tere Husn Ka Ya Feer Tere Nigaho Se Khudko Bachay ©Zuber Ali
14 Love
153 View
White Tujh Mein Nahin Hain Wafa Ka Chalan Kyon Meri Jaan Dikhava Kar Rahi Ho Aur Saaf Mana Kar Dete Ke Nahin Hota Ab Mujhse Ishq Vishq Khamokha Hi Meri Jaan Kyu Pareshan Ho Rahe Ho ©Zuber Ali
11 Love
White Kaha Koi Milta Hain Aisa Jis Par Dil Luta Dete Har Ek Ne Dhokh Diya Kis Kis Ko Bhula Dete Apne Dard Ko Apne Dil Hi Main Dabay Rakha AgarBaya Karte To Mahfilo Ko Rula Dete Aarju Nahin Ke Gam Ka Tufan Tal Jaye Fikar To Yah Hain Tera Dil Na Badal Jaye Bhulana Ho Mujhko To Ek Ahsaan Karna Dard itna Dena Ki Meree Jaan Nikal Jaye Dil Mein Hain Jo Dard Vah Dard Kisse Bataye Hanste Hue In Jakhmo Ko Kisse Dikhaye Kehati Hain Yah Duniya Hamen Khushnaseeb Magar Is Naseeb Ki Dastan Kisse Sunaye ©Zuber Ali
You are not a Member of Nojoto with email
or already have account Login Here
Will restore all stories present before deactivation. It may take sometime to restore your stories.
Continue with Social Accounts
Download App
Stories | Poetry | Experiences | Opinion
कहानियाँ | कविताएँ | अनुभव | राय
Continue with
Download the Nojoto Appto write & record your stories!
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here