White Chaaro taraf sawalon ki parchaayi hai gheri, | English Poetry

"White Chaaro taraf sawalon ki parchaayi hai gheri, Wo purani chamak, wo rangat ab kahaan hai thheri. Masoomiyat bhi jaise hawaon mein ghul gayi hai, Aur sapne, jaise hum se khafa ho ke khul gaye hain. Wo din kahaan gaye jo apne the kabhi, Aur hum bhi toh kho gaye, apne hi khwab ke saaye mein kahin. ©Ishant Jaiswal"

 White Chaaro taraf sawalon ki parchaayi hai gheri,  
Wo purani chamak, wo rangat ab kahaan hai thheri.  

Masoomiyat bhi jaise hawaon mein ghul gayi hai,  
Aur sapne, jaise hum se khafa ho ke khul gaye hain.  
Wo din kahaan gaye jo apne the kabhi,  
Aur hum bhi toh kho gaye, apne hi khwab ke saaye mein kahin.

©Ishant Jaiswal

White Chaaro taraf sawalon ki parchaayi hai gheri, Wo purani chamak, wo rangat ab kahaan hai thheri. Masoomiyat bhi jaise hawaon mein ghul gayi hai, Aur sapne, jaise hum se khafa ho ke khul gaye hain. Wo din kahaan gaye jo apne the kabhi, Aur hum bhi toh kho gaye, apne hi khwab ke saaye mein kahin. ©Ishant Jaiswal

#love_shayari

People who shared love close

More like this

Trending Topic