Education important hai , but marks? woh bhi 80 | English विचार

"Education important hai , but marks? woh bhi 80 ya 90+ hi aane chahiye, bachcho ko race ka ghoda banaate hai, marks ke liye talent, learning koi matter nahi karti kya, aur agar fail ho jaaye toh itna bura feel kara dete hai unhein jaise maano kya hi gunaah kar diya ho. ish wajah se hi students exam, assignments, viva sab ka pressure le lete hai aur kabhi - kabhi sucide bhi kar lete hai. 29/11/24 09:34 p. m. (U. K.) ✍️ ©Ubaida khatoon Siddiqui"

 Education important hai , 
but marks? 
woh bhi 80 ya 90+ hi aane chahiye, 
bachcho ko race ka ghoda banaate hai, marks ke liye 
talent, learning koi matter nahi karti kya, 
aur agar fail ho jaaye toh 
itna bura feel kara dete hai unhein 
jaise maano kya hi gunaah kar diya ho. 
ish wajah se hi students exam, assignments, viva 
sab ka pressure le lete hai aur 
kabhi - kabhi sucide bhi kar lete hai. 
29/11/24
09:34 p. m. 
(U. K.) ✍️

©Ubaida khatoon Siddiqui

Education important hai , but marks? woh bhi 80 ya 90+ hi aane chahiye, bachcho ko race ka ghoda banaate hai, marks ke liye talent, learning koi matter nahi karti kya, aur agar fail ho jaaye toh itna bura feel kara dete hai unhein jaise maano kya hi gunaah kar diya ho. ish wajah se hi students exam, assignments, viva sab ka pressure le lete hai aur kabhi - kabhi sucide bhi kar lete hai. 29/11/24 09:34 p. m. (U. K.) ✍️ ©Ubaida khatoon Siddiqui

#STUDY_TABLE

People who shared love close

More like this

Trending Topic