Dil ki Baat" Hum yeh apni personal baat kuch shar | हिंदी विचार

""Dil ki Baat" Hum yeh apni personal baat kuch share kar rahe hai, apne dil ki baat 😊 Sahi bataaye humne kabhi nahi socha tha ki kabhi humari koi book bhi aayegi, kabhi nahi. Jab first book aayi tab bhi nahi socha tha ki aage aur bhi book as a co - author aayengi, hum bs likhte the aur hai kyunki hume likhna pasand hai, isliye nahi ki kabhi humari book aayegi ya log hume pasand karenge, isliye ki bs dil ko sukoon ,ek alag hi ehsaas hota hai kuch likhne se, padhne se. Aur sahi bataaye hum allah ka jitna shukr ata kare utna kam hai , hume nahi pata aage humari zindagi kya hogi lekin alhamdullilah hum jahaan hai sahi hai, aur hume pata hai aage bhi allah hume jahaan jis haal mein rakhega woh behtareen hi hoga, Inshaallah . 24/9/24 ⏰01:02 p. m. (ubaida khatoon S S) ✍️ ©Ubaida khatoon Siddiqui"

 "Dil ki Baat"
Hum yeh apni personal baat kuch share kar rahe hai, 
apne dil ki baat 😊
Sahi bataaye humne kabhi nahi socha tha ki 
kabhi humari koi book bhi aayegi, kabhi nahi. 
Jab first book aayi tab bhi nahi socha tha 
ki aage aur bhi book as a co - author aayengi, 
hum bs likhte the aur hai 
kyunki hume likhna pasand hai, 
isliye nahi ki kabhi humari book aayegi 
ya log hume pasand karenge, 
isliye ki bs dil ko sukoon ,ek alag hi ehsaas hota hai 
kuch likhne se, padhne se. 
Aur sahi bataaye hum allah ka jitna shukr ata kare 
utna kam hai , 
hume nahi pata aage humari zindagi kya hogi 
lekin alhamdullilah hum jahaan hai sahi hai, 
aur hume pata hai aage bhi allah 
hume jahaan jis haal mein rakhega 
woh behtareen hi hoga, 
Inshaallah .
24/9/24
⏰01:02 p. m. 
(ubaida khatoon S S) ✍️

©Ubaida khatoon Siddiqui

"Dil ki Baat" Hum yeh apni personal baat kuch share kar rahe hai, apne dil ki baat 😊 Sahi bataaye humne kabhi nahi socha tha ki kabhi humari koi book bhi aayegi, kabhi nahi. Jab first book aayi tab bhi nahi socha tha ki aage aur bhi book as a co - author aayengi, hum bs likhte the aur hai kyunki hume likhna pasand hai, isliye nahi ki kabhi humari book aayegi ya log hume pasand karenge, isliye ki bs dil ko sukoon ,ek alag hi ehsaas hota hai kuch likhne se, padhne se. Aur sahi bataaye hum allah ka jitna shukr ata kare utna kam hai , hume nahi pata aage humari zindagi kya hogi lekin alhamdullilah hum jahaan hai sahi hai, aur hume pata hai aage bhi allah hume jahaan jis haal mein rakhega woh behtareen hi hoga, Inshaallah . 24/9/24 ⏰01:02 p. m. (ubaida khatoon S S) ✍️ ©Ubaida khatoon Siddiqui

"Thankful"
#Ubaidakhatoon
#ubaidawrites
#thought
#thankful

People who shared love close

More like this

Trending Topic