"Yahaan "Nafs" ka maara insaan
apne "gunaahon" ko "shaitaan" ka
naam de deta hai.
Har cheez ke piche shaitaan nahi hota,
kabhi - kabhi
"insaan" khud hi hota hai .
24/9/24
⏰6:40 p. m.
(ubaida khatoon S S) ✍️
©Ubaida khatoon Siddiqui
"Nafs"
#Ubaidakhatoon
#ubaidawrites
#Thoughts