Na mohbaat puri hui hai na hi rahi hai himaat
Na dard kaam huye hai na puri hui koi mannat
Ghar ghar na raha na hi rahi hai kahi jannat.
Dil ka Shor sunu ya dimag ki sazis
Apno ko Chunu ya apne aap ko
Har kar bhi jeetu ya jeet kar bhi har jao
Akhir chunu to chunu kya jao to jao kaha
©Ankit Soni
#VantinesDay