Uthta hai dhuaa aag lagne ke baad.. Jalta hai aasm | English Shayari

"Uthta hai dhuaa aag lagne ke baad.. Jalta hai aasmaa shaam dhalne ke baad.. Timtimatey hain taarey uske siyaah honey ke baad.. Phir chanda bhi sharmata badli odhney ke baad.. Phooti jo pehli kiran bhor hone ke baad.. Khil uthtey hain jazbaat nayi umang chhaney ke baad.. Ki aaj phir kuchh naya karne ki hai chaah.. Beetey kal se kuchh zyada paa janey ka utsaah.. Chalo thodi khushiyaan aur baant dete hain.. Haatho haath unka byaaj bhi samet lete hain.. Yahi daulat sachchi amiri ka hai pramaan.. Isi sey kamiyaab ho jata insaan.. Fakr kartey hain par gumaan hargiz nahi.. Ke zinda bhi hain aur sharminda bhi nahi.. Ruhh mein neki ka itr aur suljha kirdaar.. Khuda bhi rehmatein barsata hai phir beshumaar. ©Gabby"

 Uthta hai dhuaa aag lagne ke baad..
Jalta hai aasmaa shaam dhalne ke baad..
Timtimatey hain taarey
 uske siyaah honey ke baad..
Phir chanda bhi sharmata
 badli odhney ke baad..
Phooti jo pehli kiran bhor hone ke baad..
Khil uthtey hain jazbaat 
nayi umang chhaney ke baad..

Ki aaj phir kuchh naya karne ki hai chaah..
Beetey kal se kuchh 
zyada paa janey ka utsaah..
Chalo thodi khushiyaan aur baant dete hain..
Haatho haath unka byaaj bhi samet lete hain..
Yahi daulat sachchi amiri ka hai pramaan..
Isi sey kamiyaab ho jata insaan..

Fakr kartey hain par gumaan hargiz nahi..
Ke zinda bhi hain aur sharminda bhi nahi..
Ruhh mein neki ka itr aur suljha kirdaar..
Khuda bhi rehmatein barsata hai phir beshumaar.

©Gabby

Uthta hai dhuaa aag lagne ke baad.. Jalta hai aasmaa shaam dhalne ke baad.. Timtimatey hain taarey uske siyaah honey ke baad.. Phir chanda bhi sharmata badli odhney ke baad.. Phooti jo pehli kiran bhor hone ke baad.. Khil uthtey hain jazbaat nayi umang chhaney ke baad.. Ki aaj phir kuchh naya karne ki hai chaah.. Beetey kal se kuchh zyada paa janey ka utsaah.. Chalo thodi khushiyaan aur baant dete hain.. Haatho haath unka byaaj bhi samet lete hain.. Yahi daulat sachchi amiri ka hai pramaan.. Isi sey kamiyaab ho jata insaan.. Fakr kartey hain par gumaan hargiz nahi.. Ke zinda bhi hain aur sharminda bhi nahi.. Ruhh mein neki ka itr aur suljha kirdaar.. Khuda bhi rehmatein barsata hai phir beshumaar. ©Gabby

#Sunrise shayari in hindi hindi shayari shayari status shayari attitude shayari in hindi shayari on life attitude shayari hindi shayari

Jiyona
Jiyona

😍 😍 😍 😍

2 mo 1 Love
People who shared love close

More like this

Good morning Everyone ©Creative Sarita

#Nature #Videos  Good morning Everyone

©Creative Sarita

#Nature

10 Love

White चांगल्या कामाची सुरुवात ही इतरांना सांगण्यापुर्वी आपल्यापासूनच करायला पाहिजे. कारण ज्यावेळेस आपण इतरांना गंध लावतो त्यावेळी तो प्रथम आपल्या बोटाला लावावा लागतो. ©Dr. Sunil Haridas

#sad_qoute #Quotes  White चांगल्या कामाची सुरुवात ही इतरांना सांगण्यापुर्वी आपल्यापासूनच करायला पाहिजे. कारण ज्यावेळेस आपण इतरांना गंध लावतो त्यावेळी तो प्रथम आपल्या बोटाला लावावा लागतो.

©Dr. Sunil Haridas

#sad_qoute

13 Love

Follow me Friends ©मोरध्वज सिंह

 Follow me Friends

©मोरध्वज सिंह

होली रे होली #Life

10 Love

Ab toh Khushiyan purani tasveero mein nazar aati hai, Jo kabhi dekhte Khwab zindgi mein tooti nazar aati hai, Ab toh Khwaishon ki hasratein bikhri nazar aati hai, Koi samet na le umeedon se dubaara, vo har shakhs se durr nazar aati hai, ©Aj stories

#dilsedosti #feelings #Quotes  Ab toh Khushiyan purani tasveero mein nazar aati hai,
Jo kabhi dekhte Khwab zindgi mein tooti nazar aati hai,

Ab toh Khwaishon ki hasratein bikhri nazar aati hai,
Koi samet na le umeedon se dubaara,
vo har shakhs se durr nazar aati hai,

©Aj stories

White उसने कहा मुझसे की अब भूल जाओ तुम अब हम तुम्हारे नहीं रहें, किसी और क़े हो गये है..! सोचा अकेले मै ख़ुद में, अब कैसे कहें तुझे ख़ुद क़े वादों का ख़्याल रखते, कैसे भूल गये है..! इक वक़्त था ऐसा, कभी दूर रहें नहीं तुम अब कहते हो आज तुम,भूल जा,हम दूर हो गये है..! कितनी लड़ाईयाँ हुयी,बात नहीं करते हो तुम अब बात ही नहीं करनी तुम्हें, देख दूर हो गये है..!! ©Shreyansh Gaurav

#शायरी #Thinking  White उसने कहा मुझसे की अब भूल जाओ तुम 
अब हम तुम्हारे नहीं रहें, किसी और क़े हो गये है..!

सोचा अकेले मै ख़ुद में, अब कैसे कहें तुझे 
ख़ुद क़े वादों का ख़्याल रखते, कैसे भूल गये है..!

इक वक़्त था ऐसा, कभी दूर रहें नहीं तुम 
अब कहते हो आज तुम,भूल जा,हम दूर हो गये है..!

कितनी लड़ाईयाँ हुयी,बात नहीं करते हो तुम 
अब बात ही नहीं करनी तुम्हें,  देख दूर हो गये है..!!

©Shreyansh Gaurav

#Thinking

12 Love

White तेरे बिना ये दिल कहीं लगता नहीं, तू ही वो ख्वाब है जो अधूरा नहीं, तू हो तो ज़िंदगी में सुकून है, तेरे बिना ये जहां भी मेरा नहीं। ©Ramswroop Kumar

#Thinking  White तेरे बिना ये दिल कहीं लगता नहीं, तू ही वो ख्वाब है जो अधूरा नहीं,
तू हो तो ज़िंदगी में सुकून है, तेरे बिना ये जहां भी मेरा नहीं।

©Ramswroop Kumar

#Thinking

11 Love

Trending Topic