chand ki roshni hi kafi nahi hoty manzil tk janay k lia.
aksar loogoon ko sahara chahye hota ha safar k lia.
boor andeshi ki souch ho to kam chalta ha.
aksar loog taluk hi banatay hn kaam nikalnay k lia.
bola b tha pahlay ihteyat sy chalna gir gy na.
acha hota jo parakh letay badnasloon ko (dunyavi mamulaat k lia/zindagi ghuzarnay k lia).
souchta raha or bs souchta hi raha k wo lamhay hi nikl gaye.
ab kia faida jo pachtaye ho wapis us waqt ko hath ma lanay k lia.
©Nabeel Afzal
#lonelynight#Waqt#