humko laga ki koi hume dekh kar ruk gaya tha su | English Video

"humko laga ki koi hume dekh kar ruk gaya tha surat aisi ki sara aasma unki aur jhuk gaya tha Humne khud ko samzaya bahut manaya lakin unki ada ka asar aisa ki humara dil un par aa hi gaya tha lakin jab pass unko aate dekha tou khul kar hum kuch kehte unka sari kaaya ka rup hi badal gaya tha phir kya karte ?bas ek patthar ka saaya bankar ye zism hi deh gaya tha...... ©writer ,mrs. Mona Chandel "

humko laga ki koi hume dekh kar ruk gaya tha surat aisi ki sara aasma unki aur jhuk gaya tha Humne khud ko samzaya bahut manaya lakin unki ada ka asar aisa ki humara dil un par aa hi gaya tha lakin jab pass unko aate dekha tou khul kar hum kuch kehte unka sari kaaya ka rup hi badal gaya tha phir kya karte ?bas ek patthar ka saaya bankar ye zism hi deh gaya tha...... ©writer ,mrs. Mona Chandel

#Susaan sadak

People who shared love close

More like this

Trending Topic