Phle tumhara ruthna or mera ghanto tak mnana yaad hai mujhe
Ab tumhara ruthna or jhat se maan jana mujhe accha nhi lgta
Sach sach batao tum badal gye hona
Mere har ek lavj ke samne duniya bhar ki baate karna mujhe yaad aata hai
Ab me duniya bhar ki bate krta hu or tumhara ek lavj tk nhi nikalta
Sach sach batao tum badal gye ho na
©Adeep
Phle tumhara ruthna or mera ghanto tak mnana yaad hai mujhe
Ab tumhara ruthna or jhat se maan jana mujhe accha nhi lgta
Sach sach batao tum badal gye hona
Mere har ek lavj ke samne duniya bhar ki baate karna mujhe yaad aata hai
Ab me duniya bhar ki bate krta hu or tumhara ek lavj tk nhi nikalta
Sach sach batao tum badal gye ho na..