jab bhi koi toy khareed lo, Jise dekho sab yeh hi | हिंदी विचार

"jab bhi koi toy khareed lo, Jise dekho sab yeh hi kehta rehte hai ab yeh age hai tumhari khiloone lene ki, oh bhai ek minute 🖐 toy se khelne ki koi umr nahi hoti dil toh baccha hai na , aur dusri baat zindagi mein jis cheez se khushi mile woh karna chahiye na, aur age 20+ ke hai toh kya sirf tension, depression, anxiety lene ki hai kya? nahi na toh bs phir, aur hum elder child ko toh kabhi unke mann ka karne hi nahi diya jaata 😅. hume lagta hai aapko mature hone ke saath- saath ek bachpana hona hi chahiye. khud ke mood ko light (हल्का) karne ke liye. 23/9/24 ⏰10:37 a. m. (ubaida khatoon S S) ✍️ ©Ubaida khatoon Siddiqui"

 jab bhi koi toy khareed lo,
Jise dekho sab yeh hi kehta rehte hai
ab yeh age hai tumhari khiloone lene ki, 
oh bhai ek minute 🖐
toy se khelne ki koi umr nahi hoti 
dil toh baccha hai na , 
aur dusri baat zindagi mein 
jis cheez se khushi mile woh karna chahiye na, 
aur age 20+ ke hai toh kya 
sirf tension, depression, anxiety lene ki hai kya? 
nahi na  toh bs phir, 
aur hum elder child ko toh
 kabhi unke mann ka karne hi nahi diya jaata 😅. 
hume lagta hai aapko mature hone ke saath- saath 
ek bachpana hona hi chahiye. 
khud ke mood ko light (हल्का) karne ke liye. 
23/9/24
⏰10:37 a. m. 
(ubaida khatoon S S) ✍️

©Ubaida khatoon Siddiqui

jab bhi koi toy khareed lo, Jise dekho sab yeh hi kehta rehte hai ab yeh age hai tumhari khiloone lene ki, oh bhai ek minute 🖐 toy se khelne ki koi umr nahi hoti dil toh baccha hai na , aur dusri baat zindagi mein jis cheez se khushi mile woh karna chahiye na, aur age 20+ ke hai toh kya sirf tension, depression, anxiety lene ki hai kya? nahi na toh bs phir, aur hum elder child ko toh kabhi unke mann ka karne hi nahi diya jaata 😅. hume lagta hai aapko mature hone ke saath- saath ek bachpana hona hi chahiye. khud ke mood ko light (हल्का) karne ke liye. 23/9/24 ⏰10:37 a. m. (ubaida khatoon S S) ✍️ ©Ubaida khatoon Siddiqui

#Childhood अच्छे विचारों आज का विचार नये अच्छे विचार
#Ubaidakhatoon
#ubaidawrites
#thoughts

People who shared love close

More like this

Trending Topic