Maa duniya ka sab sai chota or takatwar alfaz
Maa wo hoti jo apnai sai pehlai apno kai bare mai shocti h
Khuda ek insaan ka nahi ho sakta tha isliye osnai maa banai
Maa anmool h oska koi mool nahi
AT THE LAST
kisi nai kaha duniya ki sab sai khubsurat cheez ko baya karo
koi alfaz yaad na aya
jab ki akhe baand to kalam nai apna kaam dikhaya
or jab akhe kholi to maa shabdh samnai nazar aya
©zainab sultana
pyari maa
#BengalBurning