Alone -Voh aqsar kahti thi,
tum mere ho mere rahna,
or ham yeh sunkar muskura dete the,
unka aisa kahna band kya hua,
hamne muskurana hi chhod diyaa
-Awara pandit
-Aap sabhi to jante hi hain.
ki corona vairas china se aya hai,
to fir fikr karne ki baat nahi hai,
kyonki china ka maal jyda tikta nahi hai,
(bas aap saavdhani barten)
😷😷😷
-Awara pandit
Continue with Social Accounts
Facebook Googleor already have account Login Here