Zindagi ki talaash mein Yeh kaha Aa gaye hum, Jind | English Life

"Zindagi ki talaash mein Yeh kaha Aa gaye hum, Jinda toh hain, per kya sach Mein jee rahe hain hum? Kahne ko toh duniya ek mela hai, Per bheed mein bhi harr sakhsh akela hai. Khwaisho ka peechha karte rahe, Khud, khud se durr hote rahe. Ab na koi khwaish bachi, naa kisi se koi aas hai, Shahar ki chahal pahal mein bhi, tanhai ek Matra ahsaas hai. Zindagi ki talaash mein Yeh kaha Aa gaye hum, Jinda toh hain, per kya sach Mein jee rahe hain hum? ©aditi chauhan"

 Zindagi ki talaash mein Yeh kaha Aa gaye hum,
Jinda toh hain, per kya sach Mein jee rahe hain hum?

Kahne ko toh duniya ek mela hai,
Per bheed mein bhi harr sakhsh akela hai.
Khwaisho ka peechha karte rahe,
Khud, khud se durr hote rahe.
Ab na koi khwaish bachi, naa kisi se koi aas hai,
Shahar ki chahal pahal mein bhi, tanhai ek Matra ahsaas hai.

Zindagi ki talaash mein Yeh kaha Aa gaye hum,
Jinda toh hain, per kya sach Mein jee rahe hain hum?

©aditi chauhan

Zindagi ki talaash mein Yeh kaha Aa gaye hum, Jinda toh hain, per kya sach Mein jee rahe hain hum? Kahne ko toh duniya ek mela hai, Per bheed mein bhi harr sakhsh akela hai. Khwaisho ka peechha karte rahe, Khud, khud se durr hote rahe. Ab na koi khwaish bachi, naa kisi se koi aas hai, Shahar ki chahal pahal mein bhi, tanhai ek Matra ahsaas hai. Zindagi ki talaash mein Yeh kaha Aa gaye hum, Jinda toh hain, per kya sach Mein jee rahe hain hum? ©aditi chauhan

#UskePeechhe

People who shared love close

More like this

Trending Topic