Mere patthar k ashiyane me Ek arse bad aaj ek dost | English विचार

"Mere patthar k ashiyane me Ek arse bad aaj ek dost aya Aankhen to Jani pehchani thi Par chehra jane kiska tha Lehza jana pehchana tha Par lafz jane kiske the Mere patthar k ashiyane me Aaj jane kon aya tha Dil kheecha ya majburi thi Jane kis kashmakash me aya vo Ek jamane me jigar ka tukda hua karta tha Jo, aaj jane kon tha vo Har koi dastoor nibhaye jaruri to nahi Har koi bichad jaye jaruri to nahi Bichhad hi gaya tha to kyu aaya vo Har chij bas jatai jaye Jaruri to nahi fir kya jatahe aya vo mere patthar k ashiyane me ek bhicchda dost aya tha ©Anjali (Roli)"

 Mere patthar k ashiyane me
Ek arse bad aaj ek dost aya
Aankhen to Jani pehchani thi
Par chehra jane kiska tha
Lehza jana pehchana tha
Par lafz jane kiske the
Mere patthar k ashiyane me
Aaj jane kon aya tha

Dil kheecha ya majburi thi
Jane kis kashmakash me aya vo
Ek jamane me jigar ka tukda hua karta tha Jo, aaj jane kon tha vo

Har koi dastoor nibhaye jaruri to nahi
Har koi bichad jaye jaruri to nahi
Bichhad hi gaya tha to kyu aaya vo
Har chij bas jatai jaye
Jaruri to nahi
fir kya jatahe aya vo
mere patthar k ashiyane me 
ek bhicchda dost aya tha

©Anjali (Roli)

Mere patthar k ashiyane me Ek arse bad aaj ek dost aya Aankhen to Jani pehchani thi Par chehra jane kiska tha Lehza jana pehchana tha Par lafz jane kiske the Mere patthar k ashiyane me Aaj jane kon aya tha Dil kheecha ya majburi thi Jane kis kashmakash me aya vo Ek jamane me jigar ka tukda hua karta tha Jo, aaj jane kon tha vo Har koi dastoor nibhaye jaruri to nahi Har koi bichad jaye jaruri to nahi Bichhad hi gaya tha to kyu aaya vo Har chij bas jatai jaye Jaruri to nahi fir kya jatahe aya vo mere patthar k ashiyane me ek bhicchda dost aya tha ©Anjali (Roli)

#anjalirajput

Thanks charu ji for visiting today.

People who shared love close

More like this

Trending Topic