Chota sa wajood tha mera waadiyon se ghira zameen | हिंदी कविता

"Chota sa wajood tha mera waadiyon se ghira zameen par baitha, sunn raha tha behti nadi ki kahaani kesi chanchal bache jaisa, keh rahi thi wo chal rahi hai bair uski unn befikra baadalon se, jo bena adchan ke udd rahe hai aasman ki gegraaiyo me, wo kal kal behti hai har mod par kankad patharo se ladti rehti hai, bena ruke kabhi dheeme to to kabhi tez behti rehti hai, wo kehti hai mai aayina hu zindagi ka dabe alfaaz me, na rukna na jhukna adchano se kesi halaat me, baadalo si zindagi hai humaari kaha, museebato ke pahaad hume rokne khade hai har jagah. ©KAVI Harshit Mishra"

 Chota sa wajood tha mera waadiyon se ghira zameen par baitha, 
sunn raha tha behti nadi ki kahaani kesi chanchal bache jaisa, 
keh rahi thi wo chal rahi hai bair uski unn befikra baadalon se, 
jo bena adchan ke udd rahe hai aasman ki gegraaiyo me,
wo kal kal behti hai har mod par kankad patharo se ladti rehti hai, 
bena ruke kabhi dheeme to to kabhi tez behti rehti hai, 
wo kehti hai mai aayina hu zindagi ka dabe alfaaz me, 
na rukna na jhukna adchano se kesi halaat me, 
baadalo si zindagi hai humaari kaha,
 museebato ke pahaad hume rokne khade hai har jagah.

©KAVI Harshit Mishra

Chota sa wajood tha mera waadiyon se ghira zameen par baitha, sunn raha tha behti nadi ki kahaani kesi chanchal bache jaisa, keh rahi thi wo chal rahi hai bair uski unn befikra baadalon se, jo bena adchan ke udd rahe hai aasman ki gegraaiyo me, wo kal kal behti hai har mod par kankad patharo se ladti rehti hai, bena ruke kabhi dheeme to to kabhi tez behti rehti hai, wo kehti hai mai aayina hu zindagi ka dabe alfaaz me, na rukna na jhukna adchano se kesi halaat me, baadalo si zindagi hai humaari kaha, museebato ke pahaad hume rokne khade hai har jagah. ©KAVI Harshit Mishra

#Zindagi #nadi

#Sea

People who shared love close

More like this

Trending Topic