Soch kr ruh kanp rhi hai
Tab us per kya biti hogi jab darindo ko aate dekhi hogi
Wo raat uske sath kya hua hoga
Kitna wo dari hogi
Kitni wo guhar ki hogi
Bachne ki tamam kosis ki hogi
Iski guhaar hum kise krenge?
Kyu akhir kyu har bar darinde apni darindagi dikhate Or humari sarkaar sja ka ailan krti Or fir desh ke kisi kone mai Or ek ladki hawas ka sikar ho jati
Aisa koi kanun kyun nhi aisa jurm krne se pahle darinde ko wo dardnayak driseya yaad aay Or is khauf se aisa krna band kr de.
Hey saja nirdharit krne wale koi aisa saja kyu nhi ?
©sneha jha
Guhaar#poem#Nirvaya #JusticeAndRevenge #Nirvaya #rapevictim