White stress se bhara ye jivan kis kam ka
khushi ko jina to sikho
ye pal hai bas ek pal ka
ise khushi me badlkar to dekho
bhula kar kuchh pal ke gam ,thode hi shi
chhote chhote palo me
khushiya batorna to sikho
duniya ki baato ko unsuna kar
ek baar khud ki bhi sunkar dekho
dusro ko satisfy karne se pehle
khud bhi to satisfy hona sikho
kisi ke saath me khushi dhundne se pehle
khud ke saath to khush rehna sikho
stress se agar suicide karna aasan hai
to khush rehne se jina bhi aasan hai
pehchan loge agar khud ko ,jano ge agar khud ko to
khush rehna bhi aasan hai
©Suman Rathore
to know oneself