Kal wo sapno me aayi thi Wo saheli sath layi thi M | हिंदी शायरी

"Kal wo sapno me aayi thi Wo saheli sath layi thi Mausam bahut suhana tha Shayad use kuch kahna tha Wo aakar paas mere baithi Saheli zara dur ja baithi Aahiste se mere usne Hatho me hath de baithi Main socha ye kya hai yaar Lagta hai karegi pyaar Phir usne muskurakar ke Nazron ko jhuka kar ke Wo kahne lagi mujhse Muhabbat ho gyi tum se Tumhari fikr hoti hai Tumhari yaad aati hai Tere sang jeene marne ko Mera ye dil machalta hai Suno jaana mere tum ho Yaha main hu,kaha gum hu? Main chonka fir smbhla "Haan bolo meri kamla" Usne ghoor kar dekha Mujhko gaur se parkha Btao kon hai ye "Kamla'? Main karti hu abhi hamla Mujhe tum se muhabbat hai Mujhe tum se hi ulfat hai Khabardar jo phir tum ne Kamla ko phir pukara to Mera bhi naam nahi "Rifat" Agr tumko na sudhara to! ©Abdullah Rifat"

 Kal wo sapno me aayi thi
Wo saheli sath layi thi
Mausam bahut suhana tha
Shayad use kuch kahna tha

Wo aakar paas mere baithi
Saheli zara dur ja baithi
Aahiste se mere usne 
Hatho me hath de baithi

Main socha ye kya hai yaar
Lagta hai karegi pyaar
Phir usne muskurakar ke
Nazron ko jhuka kar ke

Wo kahne lagi mujhse
Muhabbat ho gyi tum se
Tumhari fikr hoti hai
Tumhari yaad aati hai

Tere sang jeene marne ko
Mera ye dil machalta hai
Suno jaana mere tum ho
Yaha main hu,kaha gum hu? 

Main chonka fir smbhla
"Haan bolo meri kamla"
Usne ghoor kar dekha
Mujhko gaur se parkha

Btao kon hai ye "Kamla'? 
Main karti hu abhi hamla
Mujhe tum se muhabbat hai
Mujhe tum se hi ulfat hai

Khabardar jo phir tum ne
Kamla ko phir pukara to
Mera bhi naam nahi "Rifat"
Agr tumko na sudhara to!

©Abdullah Rifat

Kal wo sapno me aayi thi Wo saheli sath layi thi Mausam bahut suhana tha Shayad use kuch kahna tha Wo aakar paas mere baithi Saheli zara dur ja baithi Aahiste se mere usne Hatho me hath de baithi Main socha ye kya hai yaar Lagta hai karegi pyaar Phir usne muskurakar ke Nazron ko jhuka kar ke Wo kahne lagi mujhse Muhabbat ho gyi tum se Tumhari fikr hoti hai Tumhari yaad aati hai Tere sang jeene marne ko Mera ye dil machalta hai Suno jaana mere tum ho Yaha main hu,kaha gum hu? Main chonka fir smbhla "Haan bolo meri kamla" Usne ghoor kar dekha Mujhko gaur se parkha Btao kon hai ye "Kamla'? Main karti hu abhi hamla Mujhe tum se muhabbat hai Mujhe tum se hi ulfat hai Khabardar jo phir tum ne Kamla ko phir pukara to Mera bhi naam nahi "Rifat" Agr tumko na sudhara to! ©Abdullah Rifat

#khwaab

#shayri
#ghazal

#moonbeauty

People who shared love close

More like this

Trending Topic