Kabhie Kabhie Mann Karta Hai Ki Kahin Dur Bhaag Jaaun , Kisi Naye Sheher Mein Nayi Pehchaan Ke Saath , Aisa Lagta Hai Kisi Race Mein Daud Rahi Thi , Aur Ab Thak Chuki Hoon , Kuchh Kho Gayaa Hai Mujh Mein Jisse Dhoondh Rahi Hoon , Bas Bhaag Jaaun Issh Bheed Se Itna Dur Ki Khood Se Mulaaqaat Ho Jaaye , Aur Mill Jaaun Apne Aap Se , Toh Ek Nayi Shuruwaat Ho Jaaye.
©Sai Angel Shaayari
कहीं ना कहीं इस समाज ने और हमारी शिक्षा पद्धति ने हमारे मन के अंदर ऐसे सांचे गढ़ दिए हैं जो हमको वर्तमान परिस्थितियों से आगे बढ़ने का मौका ही नहीं देते