Mai bhagat singh mujhe pata hai. Ki aap sab mujhe | हिंदी Poetry Video

"Mai bhagat singh mujhe pata hai. Ki aap sab mujhe bhool gaye hai. Kyu yaad rakhoge mujhe. Jab maine kuch kiya hi nahi. Iss desh ko kuch diya hi nahi. Sangharsh to kuch tha hi nahi. Vyarth hi ki maine apne sathiyo sai mulakaate. Angrejo kai virudh muka laate. Desh prem aur jajbaato mey mai beh gaya. Mai haste haste sab kuch seh gaya. Jis raat thi sooli ki baat. Meri ma ki ankho sai ho rahi thi barsaat. Uske bete ki jindagi ki thi wo akhiri raat. Mai mushkura raha tha haste haste jaan loota raha tha. Sirf ek tha mera sapna. Jo tha mera apna. Mere desh ko mile ajadi. Bhot ho gayi barbadi. Ab bharat ajad ho jayega. Wo swatantra divas manayega. Sapna to poora hua. Ajadi kai baad bhi sirf dhua hi dhua. Gulami ka ye gehra kua. Chalo jo hua so hua. Nahi mili mujhe noto pai jagah. Varna bhrastachar ka chehra hota mai. Jurm ka sehra hota mai. Is baat ki khusi hai mujhe. Saheed to mai kehla saka. Mai bharat ko Swarg bana saka ©Author shivam kumar mishra "

Mai bhagat singh mujhe pata hai. Ki aap sab mujhe bhool gaye hai. Kyu yaad rakhoge mujhe. Jab maine kuch kiya hi nahi. Iss desh ko kuch diya hi nahi. Sangharsh to kuch tha hi nahi. Vyarth hi ki maine apne sathiyo sai mulakaate. Angrejo kai virudh muka laate. Desh prem aur jajbaato mey mai beh gaya. Mai haste haste sab kuch seh gaya. Jis raat thi sooli ki baat. Meri ma ki ankho sai ho rahi thi barsaat. Uske bete ki jindagi ki thi wo akhiri raat. Mai mushkura raha tha haste haste jaan loota raha tha. Sirf ek tha mera sapna. Jo tha mera apna. Mere desh ko mile ajadi. Bhot ho gayi barbadi. Ab bharat ajad ho jayega. Wo swatantra divas manayega. Sapna to poora hua. Ajadi kai baad bhi sirf dhua hi dhua. Gulami ka ye gehra kua. Chalo jo hua so hua. Nahi mili mujhe noto pai jagah. Varna bhrastachar ka chehra hota mai. Jurm ka sehra hota mai. Is baat ki khusi hai mujhe. Saheed to mai kehla saka. Mai bharat ko Swarg bana saka ©Author shivam kumar mishra

#bhagatsingh ,#nojotohindi
#kavita

People who shared love close

More like this

Trending Topic