Bohtt Mukhtasar Si Hai Meri Zindagi Ki Kahani
Pyasa Sehraa Main Tarap Tarap K Mange Jaise Pani
Lafzon Se Bhala Kab Smjhay Ga Wo Nadan
Samaj Na Paye Jo Dard Ehsasat Ki Zubani
Muhabbat Lafz Parha Tha Ek Kitaab Main Kabhi
Par Shayad Wo Bhi Thi Koi Kitaab Ki Kahani
Zidagi Ki Justuju Mein Aa Poncha Mout K Paas
Kis Qurb Main Rakha Muje Batlaa Aye Zindagani
Dard Kam Hon Na Iziyat Main Ho Inayat
Gunaah Kia Tha Muhabbat Ka Phir Dard Ki Rawani
Ujarh Sa Gaya Hai Ab Wo Sarsabz Bagh
Phoolon Ki Tarah Ki Thi Jis Ki Hum Ne Nigahbani
Ab To Yaad Teri Main Ek Hi Wird Karta Rehta Hoon
Ab To Subha Jani, Sham Jani, Raat Jani
#merikahaani #AtNight