ye wadiya kahti h ki thahar jao, gum hokar isme khudko pao. bhul jao plchin k liye koi bandhan h, dekho un ghatao jo tum sang h. neeche dhra upr ambar jaise lgta prkriti digamber h, suraj ke prakash se, jaise vadiyo k lalat pr lalima sa chndan aur sitaro ki chhanw m chandrma ke sheetalta ke prabhaw m jalte diye ke prakash sa madham madham sa ye ujala kitna adbhut ye drishay nirala. subh ki garam dhup rat ki sard hwa jaise mn aur adhik prassan khta khude thoda aur ruk ja. le samet le in vadiyo ki sundarta in aankho me kabhi chalke jo aankhe dukhe mn to bnd kr aankhe in vadiyo ko yad krna milengi kuch sukun aur bhut rahte. agar koi utar chdaw ho to jindgi ko seekh milegi kaise in halato se ldna h aur aage bdna h. phir chahe jo bhi mausam ho ya paristithi ho kaise khush rahna aur apne majboot irado se khubsurat,jindadil rhna. bs itna hi kahti h vadiya ,ki jb kuch na samjh aaye to dono bahe failaye mujhse milne fir aana dungi sukun aur rah ki jindgi ko hauslo ke kaise h jeete jana.
©Shweta Tiwari